Black Tea Benefits: Chai itna gunkari hai ki har roj is ke sevan se swasth rahega surakshit. Yeh kaise jaaniye aage padhkar.
Chai ek anmol khajana hai antioxidants ka aur chai ke tatvo ka poora fayda uthana hai to ise chini aur doodh bina yaane ki black tea ka hee sevan karna chahiye. Kali chai yane black tea din mein 2-3 baar peene se swasth rahega barkarar kyonki doodh aur chini se yeh anmol tatvo ka karyakshamta hota hai naash.
Kaali chai kyon? Kyonki doodh aur chini ke mishran se yahan par bataye gaye active tatva jis se swasth labh milta hai, vahi tatva nishkriya ho jaate hai doodh ke calcium aur protein se jud ke.
TAGS:#black tea banane ka tarika #black tea side effects in hindi #black tea kaise banaye #recipe to make black tea #recipe of black tea for weight loss in hindi #black tea meaning in hindi #black tea recipe indian #black tea kaise banaye in hindi
ज़रीन ख़ान, Aug 10, 2017
मुझे काली चाए पसंद है मगर मैं उसमे चीनी डाल कर और बाद में हल्का सा नींबू डाल कर पीती हूँ क्या ये सब डाल देने से चाए की शक्ति ख़त्म हो जाती है क्या फिर भी काली चाए पीने का फ़ाएदा रहेगा?
रिचा ओझा, Aug 25, 2017
आप जब काली चाए बनाते हो उस टाइम आप थोड़ा उसमे अद्रक थोड़ी सी काली मिर्च डाल के उबाल लें फिर उसमे चीनी और चाए पति डालें इससे आपको सवस्थ से भरपूर और अच्छे स्वाद वाली लगेगी