Akhrot khane ke fayde in hindi(अखरोट कैसे खाए): Har roj ek seb khaane se behtar hai ek akhrot khaana. Yeh brain shaped nut minerals, vitamins aur antioxidants se bharpur hai aur mahatva ki baat yeh hai ki omega 3 is mein se paryapt matra mein milta hai. Jaaniye akhrod ke fayde in Hindi, benefits of walnuts in hindi,अखरोट कैसे खाना चाहिए aur apnaye ise apne daily diet plan mein.
अखरोट खाने के फायदे - Akhrot benefits in Hindi
Benefits of walnuts in hindi :Sirf ek akhrot pratidin khaane se cancer se protection milta hai aur yeh ek anmol walnut ka fayda hai. yahan jane benefits of akhrot in hindi:
दिमाग़ तेज़ करे
अखरोट के फायदे mein jaaniye ki rojana khaane se aap ka dimag tej rahega. Akhrot benefits for brain aur bhi hai jaise ki memory power badhna aur tanaav se mukti milna.
दिमाग़ को तनाव मुकत करे
Akhrot ke fayde in hindi main jaaniye ki is mein se aap ko melatonin, vitamin E aur beta carotene bhi milega jo aap ko relaxed rakhenge aur hamesha jawan. Agar tanav se neend nahin aata hai to walnut ka sevan shuru kare aur aaraam se so jaaye.
शरीर को पोषण दे
Walnuts ke fayde nutrition ke drashti se dekha jaaye to fats ke saath bharpur protein hota hai aur dono ka combination ke saath aap ko potassium, copper, magnesium, manganese, selenium, iron aur calcium bhi milte hai jis se aap ko poora poshan milta hai. Eslie yeh kehna galat nahi hoga ki health benefits of akhrot humare lie bahut adhk hai esse apne khan pan ka hissa zaroor banana chaie.
डायबिटीज से बचाये
Diabetes se peedit ke liye akhrot benefits in diabetes hai ki yeh cholesterol ko niyantran mein rakhne ke saath blood sugar ki maatra bhi niyantran mein rakhta hai aur vyakti tandurast, furtila rehta hai.
सम्बंधित जानकारी
पथरी से छुटकारा दिलाए
Akhrot benefits in Hindi mein aage jaaniye ki agar aap pathri se pareshan hai to giri ke saath chilka ka baarit churna bana ke garam paani mein mila ke sevan kare to ek mahine mein pathri se milega chutkara.
बच्चों में बिस्तेर गीला करने की प्राब्लम दूर करे
Bachcho ko typical problems hote hai. Krumi ek problem hai jis ke liye jaaniye walnuts benefits in Hindi. Akhrot health benefits bachchon mein bachche ko har roj subah-shaam akhrot ki giri khilaye to krumi ka nash hoga. Bachcho mein bed-wetting yaane raatri ko nidra mein hi peshab kar dete hai. Un ko bhi akhrot khilaye aur dilaye mukti is samasya se.
दिमाग़ तेज़ करता है
Badhti umar se dimag kamjor ho jaana aur kamjori aana svabhavik hai. Akhrot ke benefits in Hindi vruddho ke liye kahe to doosre dry fruits ke saath ya to sirf kismish ya munakke ke sath sirf ek muthi bhi khaaye to lambi umar tak dimag active aur sharir bhi fit rehta hai.
एपिलेप्सी ठीक करे
Epilepsy ke mareez ko poora akhrot ki giri ko choora kar ke nirgundi ke ras ke saath maathe par anjan kare aur nasya de to jaroor labh milega.
टॉन्सिल्स ठीक करे
Tonsils ho to operation karvane ki jaroorat nahin hai. Agar akhrot ke patte mile to in ka ras nikal ke ubale aur bottle mein bhar ke rakhe. Har roj is paani se ganth ko dhoye aur 50 ml peene se tonsillitis mit jaata hai.
दाँतों और मसूडो को मजबूत करे
Akhrot ke fayde hindi me jaaniye. Daant agar svach aur masudhe majboot rakhna hai to akhrot ke chilke ko jala ke bhasm kare aur is raakh ko dant manjan ke liye upyog mein le.
स्तन के दूध में वृद्धि करे
Mahilao ko bhi janna jaroori hai akhrot ke benefits in Hindi. Akhrot ke patte ko sukhake churna bana ke sooji mein mila ke ghee ke saath koi bhi vyanjan bana ke khaaye to stan ke doodh mein vruddhi hoti hai.
खाँसी ठीक करे
Khaansi mein akhrot khane ke fayde hai ki jald hi khansi ka shaman hota hai. Chilke ke saath akhrot ko bhun le aur is ka powder shahad mein mila ke mooh mein rakhe.
पेट सॉफ करे
अखरोट का तेल cholera se grast vyakti ke liye labhkaari hai. Sharir mein aithan ho to akhrot ke tel se maalish karne se turant raahat milta hai. Akhrot ka tel ki khoobi yeh hai ki agar cholera mein upyogi hai to kabz mein bhi hai. Pet saaf karna ho to doodh mein 20 ml tel daal ke lene se mal tyag asaan ho jaata hai. Yehi tel ko agar bavasir par lagaya jaae to soojhan kam hoga. Akhrot ke chilke ka kaadha bana ke peene se bhi bavasir mein fayda hota hai.
मासिक धर्म संबंधित परेशानी दूर करे
अखरोट के छिलके sirf dant manjan main hi nahin balke mahilao ke maasik dharm sambandhit pareshani mein bhi upyogi hai. Dry fruit akhrot benefits pane ke lie eske chilke ka kaadha shahad ke saath din mein 3 baar peene se maasik dharm regular ho jaata hai.
पुरुषों में वीर्या विकार को ठीक करे
Akhrot ke fayde purushon ke lie bhi hai. Purusho ko bhi akhrot ke sevan se fayda hota hai. Akhrot benefits for men yeh hai ki jo purusho ko virya vikar hai, virya patla hai to unhe akhrot ke saath binole mila ke chini ke saath mila ke har roj sevan karna chahiye.
होंठ फटने से बचाए
Akhrot nut benefits aur bhi hai jaise ki har roj khaane se sardiyon mein honth nahin fatenge. Vaat aur rakt sambandhit taklif ka naash hota hai, safed daag kam ho jaate hai, jodo ka dard kam ho jaata hai aur dil majboot rehta hai.
Benefits of walnuts in hindi apne per lie ab jane walnuts ke sideeffects in hindi.
अखरोट के नुकसान
अखरोट खाने का समय koi bhi ho sakta hai. Yahan die hue Akhrot k fayde in hindi jaroor estemaal kare apki sehat hamesha achee rahegee.
TAGS:#walnuts nutrition in hindi #benefits of walnuts in hindi #walnuts/nuts nutrition facts #akhrot benefits in pregnancy #akhrot in english name #akhrot meaning in english#walnut calories #meaning of walnut in hindi #walnuts health benefits in hindi#walnut benefits and side effects in hindi #walnuts meaning in hindi #walnut benefits for men in hindi#nutritional value of walnuts in hindi #akhroat #akhrot in english
Harkeerat Singh, Feb 15, 2018
Maine suna hai ki hum walnut ke powder ko agar apne chehare par scrub karenge to isse chehare par se hair remove karte hain isliye aap mujhe akhrot ke chilke ke faayede in hindi bataiye
Sushmita Sinha, Feb 17, 2018
jaisa ki hum sab jaante hain ki walnut ke chilke ke flavour wala hair remover bhi hota hai isliye aap akhrot ke chilke ka upyog karke aap apne chehre se unwanted hair gayab kar sakte hain.
Kartika Chauhaan , Feb 14, 2018
Agar aap khansi se pareshaan hain to akhrot ka sevan kariye isse aapka khansi theek rahegi aur saath hi aapka dimaag bhi bhadega please aap mujhe khansi theek karne ke tips in hindi batayen saath hi aap akhrot ke faayede in hindi bhi batayen
Shruti Hasan , Feb 13, 2018
Kiya aap mujhe right time bata sakte hain ki mujhe akhrot ka sevan kab karna chahiye kiyunki koi kehta hai ki khali pet kahana chahiye koi kehta hai khana kha ke isliye mujhe aap bataiye kab khane se jaayeda faayeda hoga?
Shilpa Agarwaal, Feb 12, 2018
Jaisa ki aapne likha hai ki akhrot khane se kaafi faayede hain lekin usme bhi aapne likha hai ki akhrot khane se dimag tej hota hai aisa kiya sach mai hota hai dimag tej hone mai kiya jaayeda faaydemand hai badaam ya fir akhrot?
Komal Padam, Feb 08, 2018
Jaisa ki aapne likha hai ki akhrot khane se hum tanav se mukt reh sakte hain lekin aisa ho nahin raha main pichle ek week se kha rahi hun lekin koi faayada nahin dikh raha please aap mujhe isko khane ka right way bata sakte hain.
Suman Lohia, Feb 16, 2018
Kiya akhrot ke sevan karne se koi faayeda hai kiya iske sevan se kiya hum daant ki problem se chutkara paa sakte hain kiyunki mere daant mai kuchch problem hai jaise ki kuchch bhi khate waqt daant mai ajeeb sa hota hai.