Urine infection ho jaaye to discomfort hota hai aur agar is ka nidan nahin kiya to kidneys ko khatra hota hai. Agar aap urinary tract infection (UTI) ke shikar ho gaye hai to urinary infection ke lakshan pehchane aur fauran is ka ilaj karvaye. Doctor aap ko antibiotics dega. Ghar par hi bacterial aur sadharan infection ke liye yahan par bataye gaye gharelu nuskhe for urine infection in hindi jaaniye aur apnaye.
Urine Infection Ke Gharelu Nuskhe - मूत्र मार्ग संक्रमण का ईलाज
Kya antibiotics leke turant yeh UTI infection ko nash karna chahiye? Antibiotics gurde aur yakrut par bura asar karte hai. Is se behtar hai urine infection ke gharelu nuskhe. Yahan treatment of urine infection ke bare mein jane:
Urine Infection Ke Kaaran - मूत्र मार्ग संक्रमण के कारण
Yahan aap janege urine infection kaise hota hai???
मूत्र मार्ग में संक्रमण के आयुर्वेदिक उपाय
Urine infection ayurvedic treatment in hindi: Ayurved mein bhi mutra marg infection ke liye upay hai:
Thode parhej rakhe to achcha hoga jaise ki chini ko khaana bandh kar de aur caffeine yukt drinks na le. Soft drinks bhi bandh kar de. Koi ek urine infection ke gharelu upay se farak nahin padta hai to doosra apnaye ya to 2-3 ek saath kar ke dekhe. Ayurvedic aur gharelu nuskhe for urine infection ka prayog kare aur saath mein high fiber vali fal aur sabji khaaye.
TAGS: #gharelu nuskhe for urine infection in hindi #urine infection in hindi # urine infection home remedies in hindi #urine infection treatment in hindi #urine infection in men #urinary tract infection in men #urine infection in children #urine infection remedies during pregnancy #urine infection remedies #urine infection medicine #urine infection indian home remedies #urine infection ayurvedic treatment in hindi #symptoms of urine infection in hindi #home remedies for urine infection in females/kids/during pregnancy
रित्विक चौधरी, Jan 19, 2018
यूरिन इंफेक्शन के घरेलू उपाय या इसके उपचार के बारे में मुझे बताएँ जिससे कि मेरी प्राब्लम जल्दी से हल हो जाए|
हरीश भटनागर, Jan 11, 2018
मुझे यूरिन इंफेक्शन हो गया है इसका घरेलू नुस्ख़ा किया है इसके उपाय और उपचार कि जानकारी दें|
Mohit Parmar , Nov 03, 2017
Sir aaj pehli baar Mujhe urine se blood jaisa nikla, Bhaut dark Mujhe bhaut darr lag raha hai. .!! Sir samjh nahin aa raha kiya karun please help me.
Kamlesh, Oct 23, 2017
Peshab mai citta lagta hai Lamar ke niche card rehta hai bich mai janch karvaya to urine analysis ka pata chala hai main loxacin and amoxycilin ka paryog kar chuka hun aaram nahin mila hai.
Roshan, Oct 22, 2017
Kiya jise Urin infction hua ho aur fir thik ho jaane ke baad ...kiya wo future mai father ban sakta hai ?? Reply please
सोम नाथ जावा, Aug 25, 2017
मेरी उम्र 70 साल की है मुझे डाक्टर ने बताया है की मेरे यूरिन में इंफेक्शन है इसलिए मैं यह सब विस्तार से पूछना चाह रहा हूँ तो यह बताएँ कि यूरिन इंफेक्शन के लक्षण क्या हैं इसको दूर करने के घरेलू नुस्खे क्या हैं तथा इसके उपचार क्या हैं प्लीज़ शेयर इन ब्रीफ
meera , Aug 04, 2017
Aapne jo upar mein Urine infection ke lakshan btaye hai na wo sare lakshan mujhme hai lekin kya aap isko check karne ka koi gharelu tareeka bta sakte ho. Kyunki main pahle confirm hona chahti hu ki mujhe infection hai ya nhi
हरकेश, Apr 02, 2018
जी ज़रूर बताएँ की यूरिन इंफेक्शन ख़त्म करने के उपाय बताएँ कोई देसी इलाज हो तो उसकी भी जानकारी दें|
Anurag , Jul 25, 2017
sir ye doctor ko dekhane se thikv ho sakta he kiya
Krishna, Jul 05, 2017
Mujhe pisab nahi aata hai bas 2/4 bunde aata hai aur bahut dard horaha hai mai kya karu
Shiva Agarwal , Jul 03, 2017
Mera link ke upar mein ghaaw ho gaya hai aur painful ho raha hai touch hona se 3 din se aur pura link mein daana hogaya hai please mujhe janna hai kya kare
Ateeq , Jun 06, 2017
Sir ye baking soda kon sa soda hai jo kane men dalta hai yahe soda hai
sumbal maria, Apr 27, 2017
Me pani b baht zyda piti hu per mjhy uran 2ml tk e ata hy
sachin sahu, Jan 25, 2017
Nice
Sumona, Nov 09, 2016
urine infection ka desi ilaj baking soda 1 glass mei half chammach mila kar din mei 2 baari le
pankaj, Oct 15, 2016
Urine Infection Ke Lakshan kya h kya kujalo bhi hoti hai isme
jamshad, Oct 13, 2016
Urine infection ke gharelu nuskhe mein pehle pehle to aap normal se jyaada peene ka shuru kare. Agar aap normally ek glass peete ho to do piye
dishu, Oct 11, 2016
Urine Infection Ke Aserdaar Gharelu Nuskhe kya kya hai jo jaldi rahat de
nisha, Oct 05, 2016
urin infection se koi or side effect bhi ho sakta hai kya
chahat, Oct 02, 2016
मूत्र मार्ग में संक्रमण के घरेलू नुस्खे btao
jiya, Oct 01, 2016
nuskhe for urine infection in hindi me btaiye
Vibali, Sep 19, 2016
lassi buttermilk urine infection ka desi ilaj karta hai
Neharika, Aug 12, 2016
Sehtoot ka sharbhat desi nuskhe hai for urine infection ko jaldi theek karne ke liye
Ruchira, Aug 05, 2016
amla ka murraba, muli ka ras,anar ka juice urine infection gharelu upchar in hindi aasan hota hai
Upasna, Aug 02, 2016
kaise karte hai urine infection ka gharelu ilaj in hindi
Omani, Jul 26, 2016
gharelu nuskhe for urine problems in hindi mei bhi bataye
Pusti, Jul 18, 2016
urine infection ka desi ilaj in hindi share kare
Vanmayi, Jul 16, 2016
green cardommon hari eilaichi dudh ke saath le urine infection ke gharelu nuskhe hai aur jalan bhi khatam karta hai
Yousha, Jul 12, 2016
dadi maa ke nuskhe for urine infection in hindi
Tripta, Jul 09, 2016
Khatte fal khaye yeh urine infection gharelu nuskhe bahut effective hai
Jyotsana pandey, Oct 05, 2017
Meri umar 30 year hai or mai 2 year hai urine problem se pareshan hun or main apna sara test bhi karwa li hain test mai sari report sahi hain kuchch nahin niklata hai main kiya karun bahut taklif rehti hai kuchch solution bataiye?
R K SHARMA, Feb 08, 2018
Urien mai jalan hoti hai normal blood kabhi khabi aa jaata hai ise thik karne ki madicine bataiye.