शीघ्रपतन मर्दाना कमज़ोरी का इलाज के आसान घरेलु उपाय, देसी इलाज

शीघ्रपतन

Shighrapatan ke gharelu upay in Hindi (शीघ्रपतन रोकने के उपाय): Jyadatar jawan mardo me shighrapatan ki shikayat rehti hai. Shighrapatan kya hai in hindi ??? mein jane to sexual excitement itna tej ho jaata hai ki sex act shuru karne ke ek-do minute ke andar hee skhalan ho jaata hai. Aisa nahin hai ki sirf jawan mardo mein hee yeh samasya hai; 30 se jyada umar vale purusho mein bhi yeh taklif ho sakta hai. Is ke peeche kai karan hai aur shighrapatan ko aap samjhe to us ka upay bhi kar sakte hai. Jaaniye shighrapatan rokne ke tips in hindi, shighrapatan ke gharelu upay in hindi, shighrapatan ka desi ilaj in hindi mein aur apnee problem ka solution pae.

शिघ्रपतन का उपचार - Shighrapatan ka Desi ilaj in Hindi

  • Tanav aur thakawet se door rahe.
  • Kisi bhi parakar ka nasha na kare.
  • Mann ke vehmon se door rahe.
  • Sex ke dauran jaldbaji na kare.
  • Sex ke dauran ek doosre se baat kerte rahe.
  • Santulit aur paushtik bhojan kare.
  • Bahut jyada sex ka kare.
  • Shareer ki niyamit malish kare.
  • Jangh (thies) per laptop rakh ker na prayog kare..
  • Ling ko garam panee ke sampark se bachae.
  • Bahut lambe antaral tak bhi sex na kare.
  • Khush rahe chinta mukat rahe.

Shighrapatan ke Lakshan शीघ्र स्खलन कारण व निवारण 

Shighrapatan kaise roke??? Pehle jaane ki skhalan yane ki ejaculation kaise hota hai. Yeh central nervous system ka karya hai aur brain ka voluntary control is karya mein nahin hai. Jab ling ka gharshan hota hai to nerve endings se impulses reed ki haddi dwara brain tak pahunch jaata hai aur ek critical stage aane par automatic hee ejaculation trigger ho jaata hai. Ejaculation ka shuruat hota hai jab andkosh ke andar ke tubules jis me virya sangrah hua hai us tubules sankuchit hone lagte hai aur prostate main se pravahi ke saath mishrit ho jaate hai. Yeh stage par purush ko feel hota hai ki voh ejaculate karne vala hai aur agar prabal control se ise rokne ki koshish na kare to ejaculation ka doosra kadam shuru hota hai. Is haalat tak pahunchne se pehle ling ka gharshan bandh kar de to shaman hota hai nahin to doosra stage shuru hota hai. Ling ke base par ke muscles contract hone lagte hai aur virya ka skhalan ab shuru ho jaata hai jo roka nahin jaa sakta hai. Yahan par reproductive organs ke muscles aur nervous system ka majboot hona jaroori hai taaki purush apne aap ko lambe samay tak tika rakh sake. Is haalat tak pahunchne ke liye shighrapatan ke tips in Hindi, Shighrapatan rokne ke dadima ke nuskhe gharelu upchar upay in hindi follow kare.

सम्बंधित जानकारी

शीघ्रपतन के कारण - Shighrapatan Rokne ke Upay in Hindi

Ab jane shighrapatan ke karan in hindi mein jinkee madd se aap shighrapatan hone se rok painge:

  • Health perfect hona chahiye. Iske liye poshtik aahar, khas kar ke fal aur sabji yukt aahar, jaroori hai. Saath me poshtik foods jaise ki doodh aur doodh ki banavat, ande, dal, chicken, fish ka sevan jaroori hai. Iron aur minerals yukt aahar ho to stamina badhta hai. 
  • Saath mein buri aadate jaise ki sharab, tambaku, nashili padarth, coffee, cola aur soft drinks aur junk foods ko tyag karna hoga. 
  • Vyayaam jaroori hai. Jitana fit hoga purush, itna us ka sexual performance tej hoga. Exercise mein kegel exercise hai jis ke baare mein aage bataya jayega. 
  • Fresh air aur pollution rahit vatavaran me rehna jaroori hai. 
  • Tanav ko door kare.
  • Attitude badle aur apne partner ki khushi ka soche aur dheeraj seekhe. 

Shighrapatan ka ilaj hindi me bata rahe hai esmein itna basic hai. Ab aage aap ayurvedic shighrapatan rokne ke upay mein  jadi booti ya to desi nuskhe for shighrapatan ka prayog kare tab aur fayda hoga.

सम्बंधित जानकारी

शीघ्रपतन का घरेलु उपचार - Early Discharge Treatment in Hindi 

Shighrapatan ka gharelu upchar in hindi: Ab jane Shighrapata ka gharelu upchar in hindi me (शिघ्रपतन इलाज) :

  • Kam shakti aur kam uttejana badhane ke liye purush ko pyaj aur lehsun ka sevan karna jaroori hai. Pyaj aur shahad ka sevan kare. Pyaj ke beej ka churna bana ke shahad mein mila ke chaate. 
  • Dadi maa ke nuskhe ki hisab se lehsun to khane me upyog hota hai. Lehsun ki kali savere chabaye to blood pressure normal hoga, rakt shuddhi hoga aur lambe samay tak sambhog karne ki kshamta badhegi. 
  • Gharelu upay mein kaha jae to adrak me bhi gun hai ko soojhan kam kare, kamuttejana tej kare aur sath mein lambe samay tak tike rehni ki kshamta deta hai. Adrak aur shahad avashya khaaye. 
  • Aahar aushadh hai aur bhindi dono hai, khas kar ke shighrapatan me. Har roj 250 grams bhindi ki sabji khaaye aur ek mahine me adbhut sthambhan shakti paaye. Chahe to bhindi ko kachcha khaye chini aur kali mirch ke saath. Tender bhindi pasand kare to aur fayda hoga. 
  • Gajar ek aur swadisht aahar aushadh shighrapatan ke liye hai. Season me gajar ko ghee me sek ke khaye. Halwa banaye chini dal ke magar doodh na dale. Yeh halwa garam doodh me mila ke khaaye. Gajar me betacarotene hai jo bahut gunkari hai. 
  • Shigrapatan ka ilaj mein sabut udad paurush badhane me kaargaar hai. Ise bhigo ke rakhe, ubale aur ghee, lehsun ke saath khaye. 
  • Sahjan ke fool ko doodh me ubal ke sevan karne se shighrapatan khatam ho jaata hai. 
  • Shighrapatan ke gharelu ilaj mein har roj ek muthi bhar akhrot, badam, pista aur kaju mila ke khaaye. 
  • Kismis ko doodh me ubal ke khane se bhi stambhan shakti badhti hai. 
  • Khajur ko ghee me seke aur doodh me ubal ke khaa jaye shighrapatan rokne ke liye.
  • Shighrapatan ke liye asarkarak tip hai ande ka upyog. Har roj 2 ande ubal ke khaye. Behtar hai ki kachche hee doodh me mila ke khaaye. 
  • Shighrapatan ka gharelu upchar mein khane ke baad saunf aur elaichi avashya khaye. 

Yahan Gharelu desi nuskhe forc in Hindi me batae gae hai enka anusaran kare jaldi fayda hoga. ab  Shighrapatan ki exercise ke bare mein jane.

Shighrapatan Ki Exercise in Hindi

Shighrapatan sex sambandhit hai to sharirik vyayam to kare aur saath me sexercise. Yeh sexercise shighrapatan khatam karne me bahut upyogi hai. 

  • Kegel exercise shighrapatan ka powerful ilaj hai. Guda ko sankuchit kare. Aisa karne se pelvic floor muscle majboot hota hai. Sankuchit kar ke ho sake itne time tak rok ke rakhe. Relax kare aur repeat kare. 
  • Hastmaithun shighrapatan ka ilaj hai. Ling ke aage ka bhaag sensitive hota hai. Is bhaag ko gharshan kare, tel ya lubricant laga ke. Ab skhalan ke karib pahunche to 5 minute ruk jaaye. Fir shuru kare. Yeh sexercise repeat kare 5 se 10 baar to apne aap stambhan shakti badh jaati hai. 
  • Practical sexercise kare apne partner ke saath. Sex kriya shuru kare. Thodi der ke bad ruk jaaye aur ling bahar nikal de. Thoda thanda hone par fir se shuru kare. Is tarah karne se sex lambe samay tak chalega, satisfaction dono ko milega, sthambhan badh jaati hai. 
  • Sex dauran aisa lage ki skhalan hone jaa raha hai to ling bahar nikale aur ling ke mathe ke neeche ke bhaag ko jor se dabaye. Condom pehne aur sex kare to ling ko gharshan kam milega aur uttejana kam hone se lambe samay tak sex kar sakenge. 
  • Abdominal crunches har roj kare. 

Yeh hui physical baat. Kyonki ejaculation central nervous system se judi hai to yoga karna itna hee jaroori hai shighrapatan ke ilaj mein. 

शीघ्रपतन के लिए योगासन - Yoga for Shighrapatan in Hindi

Shighrapatan treatment by yoga se karna hamesha zyada faydemand sabit hua hai. Yogasan se na sirf aap ke pelvic floor muscles majboot bante hai magar saath me nervous system aur brain bhi balance ho ke powerful ho jaate hai. Yogasan tips for shigrapatan or kahen shighrapatan ke liye yoga is prakar hai enka upayog zaroor kare:

  • Mandukasan
  • Halasan
  • Gomukhasan
  • Vajrasan
  • Paschimottasan
  • Sarvangasan

Abhi apne shighrapatan yoga ka bare mein jana. Yeh sabhi asan pelvic muscles aur reproductive organs ko majboot bana dete hai. Is ke saath detox kare to aur fayda hoga. Is se vish nikal jayega, sharir me metabolism badhega aur navchetna aati hai. 

Yoga aur ayurved ka rishta atoot hai to yoga ke saath ayurvedic upay shigrapatan ke liye bhi try kare. 

शिघ्रपतन का आयुर्वेदिक उपचार - Shighrapatan Ayurvedic Medicine in Hindi

Shighrapatan ka ayurvedic ilaj hindi me jane:

  • Ashwagandha churna, shatavri, gokhru, safed musli, akkarkara aur kavach beej ke churna mila le. Ghee aur gud ke saath mila ke khaye ya to dudh aur ghee ke saath sevan kare har roj 2 baar. A
  • Abhi hum shighrapatan ke ayurvedic nuskhe in hindi mein bata rahe hai, Jayphal ka ek chota tukada chooste rehne se is me rahe myristicin nervous system to shant kar deti hai aur sambhog dauran lambe samay tak tike rehne ki kshamta deti hai. 
  • Shighrapatan ki desi dawa mein har roj raat ko shilajit aur doodh ka upyog kare. 
  • Yashtimadhu, dalchini powder aur shahad ko milake goli bana ke jeebh ke neeche rakhe. 
  • Jatamansi, Jatifal, Kumkum aur khaskhas ko gud ke sath mila ke khaaye. 
  • Shighrapatan ki medicine mein agar taiyar formulations lene hai to vasant kusumakar ras, suvarna vasantmalti, godantibhasm jaise taiyar ayurved dawa ka upyog kare. Hafte me sirf 4 din yeh goli khaye. 
  • Shighrapatan ki dawa mein tal makhana, sonth, vidarikand, kavach been powder, mochras, gokhru, jaiphal, udad dal ghee me bhuna hua, banslochan, semar ke fool, yeh sabhi ka churna banaye aur chini ke saath ek chamach sevan kare shighrapatan door karne ke liye. Yeh ayurvedic dawa hamesha labhkari siddh huee hai.
  • Shighrapatan ke gharelu nuskhe in hindi mein jane to kavach beej ko bhigoye, chilka nikal de aur fir pees ke doodh me ubale aur fir chini aur ghee mila ke khaye. 

Shighrapatan se chutkara pane ke liye swasth sudhare, sharir majboot kare kasrat dwara aur fir aahar sahi le. Saath me yoga aur ayurvedic jadibooti ka upyog kare to stambhan shakti badh jaati hai aur sambhog lambe samay tak kar ke khud ko khush aur apne partner ko bhi khush rakhenge aap. Aisa kerne se shighrapatan ke lakshan bhi dikhne kam ho jainge aap normal mehsoos karenge aur shighrapatan rokne ki dawa bhi khanee nahi paregee.

TAGS:#premature ejaculation in hindi #solution of early discharge problem in hindi #shighrapatan ke gharelu upay in hindi #shighrapatan ke nani ke nuskhe dadi maa ke gharelu nuskhe tips ilaj upchar upay in hindi #shighrapatan in english #shighrapatan ramdev baba #oil for shighrapatan #shighrapatan ki homeopathic medicine/dawa in hindi me

Loading...

Leave a Comment

Your Name

Comment

19 Comments

Sonu, May 06, 2018

Shighrahpatan ka ayurvedic ilaj bataye

 

Ishir, May 10, 2018

shigrahpatan ke ayurvedic upay aap yahan se bhi per sakte hai mujhe yeh article bahut achcha laga hai http://www.desigharelunuskhe.com/hindi/shighrapatan-rokne-ke-upay-nuskhe-tarike-upchar

Golu Roy, Mar 23, 2018

Wow Nice Tips.

उल्हास, Feb 11, 2018

शीघ्रपतन के घरेलू उपाय नुस्खे और इसके र्वेडिक इलाज किए बाए में बताइए जिनसे मेरा शीघ्रपतन होना रुक सके

 

मुन्ना, Feb 17, 2018

शीघ्रपतन के किया कारण हैं मुझे बताइए जिनसे कि मैं इससे निजात पा सकूँ प्लीज़ रिप्लाई मि

Pankaj, Feb 08, 2018

Thanks for sharing home remedies.

नीलेश कुमार, Jan 29, 2018

शीघ्रपतन के किया कारण हैं इसके उपाय आयुर्वेदिक नुस्खे कोई इसका उपचार या देसी इलाज हो तो वो मुझे ज़रूर ही बताएँ|

रंजन राय, Jan 13, 2018

शीघ्रपतन रोकने के घरेलू उपाय बताइए इसके साथ साथ आप मुझे आयुर्वेदिक नुस्खे और उपचार की जानकारी दें|

अक्षय, Jan 05, 2018

शीघ्रपतन कियों हो जाता है इसका कारण किया है मुझे इसे रोकने का आयुर्वेदिक नुस्खे किया हैं इसके उपचार किया हैं वो भी बताएँ

Naresh , Dec 31, 2017

My name is naresh meri umar 28 saal hai me apni girlfriend ko sine se lagate hi discharge ho jaatat jaata hun upay bataiye?

Varun, Oct 25, 2017

Maleriya aadi ki adhik dawa se aai sex kamjori ka ilaj batayen

प्रदीप कुमार, Oct 23, 2017

शीघ्रपतन के कारण किया हैं इसके आप मुझे घरेलू नुस्खे उपाय आयुर्वेदिक नुस्खे और उपचार किया हैं वो सभी बातें मुझे बताएँ|

योगेंद्र, Sep 20, 2017

शीघ्रपतन होने के घरेलू इलाज बताएँ ओए यह भी बताएँ की शीघ्रपतन होता कियों है इसे रोकने के लिए किया करें की शीघ्रपतन जल्दी ना हो यह सब कुछ वृतान्त में जानना है|

 

Ajay Rawat , Oct 01, 2017

Ling Loos rehta hai sex mai virya jald nikal jata hai kya Karun

ब्रिज मोहन, Sep 10, 2017

शीघ्रपतन के घरेलू इलाज बताएँ देसी इलाज भी हो तो वो भी चलेगा मैने सुना है की इसका आयुर्वेदिक इलाज भी है प्लीज़ इन सब की सारी जानकारी चाहिए ताकि मैं इन्हें समझ के जो भी ठीक लगेगा उससे मैं अपने इलाज को कर सकूँगा|

 

विपिन दहिया, Mar 11, 2018

शीघ्रपतन के घरेलू उपाय और तरीके बताइए इसका कोई देसी इलाज हो तो बताएँ जिनसे यह समस्या जड़ से ख़तम हो सके

 

नंद लाल , Mar 27, 2018

शीघ्रपतन होने से बचने के लिए कोई आयुर्वेदिक तरीके बताएँ जिनसे कि जल्दी से शीघ्रपतन रुक जाएँ प्लीज़ हेल्प मी रिप्लाइ ज़रूर करें

प्रलाद , Aug 14, 2017

शीघ्रपतन के घरेलू नुस्खे यानी की उपाए या आयुर्वेदिक इलाज क्या हैं इसकी जानकारी पूरी तरह विस्तार से चाहिए ताकि इसे अपनाकर शीघ्रपतन से छुटकारा पा सकूँ

रिंकू, Aug 02, 2017

मेरी शादी को अभी दस ही दिन हुए हैं शीघ्र स्खलित हो जाता हूँ शीघ्र पतन के घरेलू इलाज की ज़रूरत है इसका कोई भी नुस्ख़ा घरेलू हो देसी हो या आयुर्वेदिक हो पर जो भी हो असर करे बस वही बताएँ

Sahil, Jul 24, 2017

Hastmaithun ke karan mera ling pehle se dhila ho gya h ise Fer se thik krne ke liye koi ilaaj btaye

Manik rao , Jul 15, 2017

Main bahut pareshaan hu, Shighrapatan ko rokne ka koi ayurvedic upay btaye kyunki main dwai nhi kha pata. plz jaldi reply kijiye ??

SHAILESH RAJBHAR, Jul 03, 2017

Nuske bahut ache hai ise fadeya Mila

saurav, Jun 07, 2017

Nuskhe bahut badiya hai

monu, Feb 23, 2017

shigharahpatan ke upay bahut acche se batae gae hai bahut badiya

 

Manish Dhiwan , Jan 31, 2018

Sir mera ling bahut chhota aur patla hai aur mai jaldi jhad jata hai jaise hi apni GF ko seene se lagata hun waise he jhadh jata hun plese koi gharelu upay bataiye please.