शतावरी के फायदे - Shatavri or Asparagus Benefits in Hindi

शतावरी

Health Benefits of Asparagus or Shatavari in Hindi : Shatavri ek aisi ayurvedic jadi bootihai jo purush aur mahila, dono ke swasth ke liye aur khaas kar ke prajanan shakti ke liye, uttam maana jaata hai. Is ke alava yeh pachan tantra ke liye uttam hai aur shwasan tantra ke liye bhi itna hee gunkari hai. Shatavri ke niyamit sevan se anek fayde hai aur sharir me ojas ka pramaan badh jaata hai. Yeh nerves aur brain ke liye bhi itna hee faydakarak hai. Jaaniye shatavri or asparagus benefits in Hindi aur is ka regular upyog kare. 

Shatavari ke Fayde - Asparagus Health Benefits

  • Neend na ane ki karger medicine hai shatavari.
  • khansi ko theek kare.
  • Wajan kam kare.
  • Breast milk barae.
  • Madhumeh theek kare.
  • Shatavari shaktiverdhek hai.
  • Shatavari ka niyamit roop se sewan kare aur peshab mein khoon ane ki samasya door kare.
  • Bukhar, jalan aur pet ke ulcer ko door kare.
  • Bimariyon ka nash kare.
  • Sunderta nukhare.
  • Migraine door kare.
  • Pragnen shamta badae.

Shatavri Ke Gun - शतावरी के फायदे

Ayurved mein shatavri ko madhur aur kadva gun vala maana gaya hai. Yeh sheetal hai aur pachne par iska vipak madhur hai. Shatavri snigdha hai, dosho ka shaman karta hai aur dhatu vardhak hai. Is me active tatva hai saponins, isoflavones, shatavaroside A, asparagrmine A aur glucopyranosides hai. Ab dekhe shatavri ke upyog aur fayde. Ayurved me shatavri ke mool ka upyog kiya jaata hai. Is ka churna bazar me milta hai. 

Shatavari Benefits in Hindi for Women

Shatavari benefits in Hindi bataye to yeh jyaadatar mahilao ke liye faydemand hai. 

  • Satavri ke faide yeh hai mahilao ke liye ki mahavri ke samay niyamit lene se dard kam hota hai. 
  • Agar menopause ho gaya hai to mahilao ko shatavri, ashwagandha aur brahmi churna ka mishran doodh ke saath lene se shatavri ke fayde milte hai hot flushes aur anya symptoms me. 
  • Badhti umar ke taklifo ko rokne ke liye shatavri churna ka niyamit sevan karne se rukhapan aur sharir ka sukhna kam hoga aur vyakti hrusht pusht rahega. 
  • Jin mahilao ne bachche ko janam diya hai to shatavri churna ke sevan se doodh ki maatra badh jaati hai. 
  • Kyonki shatavari me hai antioxytocic saponin, yeh garbhavastha me garbhashay ko majboot bana deta hai aur aaraam bhi deta hai. Agar garbhpat hone ki sambhavna hai, to shatavri aur doodh ke sevan se khatra tal jaata hai. 
  • Aam taur par har roj shatavri churna, kesar aur doodh ka sevan kare to kamjori kam ho jaati hai. 
  • Maltyag samay khoon aaye to shatavri churna ka kadha bana ke sevan kare. 
  • Pregnancy ke dauran aur aise bhi agar mahila ko bechaini lage to shatavri se shanti milti hai dimag ko. Magar jyaada lambe samay tak na khaaye kyonki bhrun ko nuksan hota hai. 
  • Jaldi se garbh nahin theherta hai aur infertility hai to shatavri churna ke sevan se yeh kami door ho jati hai. 
  • Shatawri ke phayde ladkiyo ke liye yeh hai ki unke menstruation sambandhit taklife kam ho jaati hai aur sharir sudol ho jaata hai. 
  • Shatavari kalpa benefits in Hindi shatavri churna jaise hai magar aap ko powder khaane ke badle granule form me capsule me milte hai aur lene me aasaani rehti hai. Shatavri mool ko sukhake koot diya jaaye aur is me chini aur elaichi milaye to is ko shatavri kalpa kaha jaata hai.

Shatavari Benefits for Men in Hindi

Shatavari churna benefits in hindi for men in hindi jaaniye. 

  • Shatavari benefits for men in Hindi bataye ki is se virya ki maatra badhti hai. Kamindriyo ki takat badhti hai. Skhalan jaldi se nahin hota hai. 
  • Shatavari churna purush khaaye to ling me uttejana ki kami door ho jaati hai aur kam ichcha prabal ho jaati hai. 

Shatavari Powder Benefits in Hindi

Shatavari powder benefits in Hindi bataye to aur bhi hai. 

  • Shatavari churna ke fayde in Hindi bataye to yeh stress yaane tanav aur depression ke liye uttam hai. Kyonki shatavari antioxidant hai to yeh stress ki maatra ko kam kar deta hai aur tanav kam ho jaata hai. 
  • Shatavari ke fayde diabetes se peedit logo ke liye bhi khaas hai. Yeh insulin paida karne me sahayak hai aur aant me sugar ka absorption ko dheeme kar ke blood sugar level control me rakhta hai. 
  • Benefits of shatavari hindi language me jaaniye ki yeh high cholesterol ko kam karne me sahayak hai. Dil ki bimari se aap rahenge surakshit agar shatavari churna aur doodh ka sevan kare to . 
  • Benefit of satawer churn diarrhea yane dast me bhi kaafi hai. Is se mal ka bandharan hota hai aur satavawer me rahe flavonoid aant me se fluid secretion kam kar deta hai. 
  • Shatavri churna benefits in Hindi me kehna hoga ki agar kisi ko gastric ulcer hai to goli khaane ke padle shatavri churna khaye ya kaadha le to is me rahe enzyme acid ke secretion ko kam kardete hai. Yeh ranitidine jaisa kam karta hai. 
  • Shatavri ke fayde Hindi me jaaniye ki yeh aap ko cancer se surakshit rakhta hai. Is me rahe terpene, flavonoid aur glycoside cancer se ladne ki takat rakhte hai. 
  • Shatavari ke fayde in Hindi yeh hai ki immune system ko majboot bana deta hai. Pratikarak shakti badh jaati hai. 
  • Shatavari use in Hindi jaaniye ki is ke regular istemal se aap ka yakrut surakshit aur tandurast rahega. 
  • शतावरी कल्प चे फायदे me yeh antibacterial hai aur salmonella, shigella, escherichia coli, staphylococcus aures, bacillus substilis, vibrio cholera jaise kitanu ka nash kar deta hai. Is ka karya chloramphenicol drug jaisa hai. 
  • Shatavri mutral hai aur  jine peshab karne me takleef hai to smasya door ho jaati hai. Magar jinhe kidnye ki takleef hai voh shatavri na khaaye. 
  • Kyonki shatavari snigdha hai to yeh fefde ke liye bhi uttam hai aur khas kar ke jinhe suki khaansi hoti hai to unhe raahat milta hai. TB ka mareej ko jaldi recovery hota hai. 

Shatavari Benefits for Weight Gain in Hindi

Jin ka sharir prakrutik dubla hai unhe apna vajan badhana hai to shatavri churna ka upyog karna faydakarak hai. 

  • Shatavari benefits for weight gain in Hindi hai ki yeh pachan sudhar deta hai aur poshtik tatva ko shashan aur grahan karne me sahayak hai. Shatavri, amla, ashwagandha, vidarikand ke churna ko ghee aur gud ke saath mila ke khaaye ya garam doodh me mila ke sevan kare. 
  • Ashwagandha and shatavari for weight gain in Hindi me yeh do jadi booti ka anokha mel hai. Ashwagandha mas peshiyo ki vruddhi me sahayak hai aur shatavri ke saath milane se power duguna ho jaata hai. 

Shatavri ke fayde bahut hai aur nuksan kam hai. Fir bhi shatavari side effects in Hindi jaanna jaroori hai. Jo motape ke shikar hai to voh agar shatavri khaye to vajan aur badh jaata hai. Jinhe heart aur kidney trouble hai un ko problem ho sakta hai. Jo allergic hote hai to satavar se yeh chinha badh jaate hai. Mahilao me agar estrogen level jyaada hai to stan ne nazukta mehsoos hoti hai aur stan ke size me farak pad jaata hai.

TAGS:#shatavari uses #shatavari ke upay #shatavari ke fayade/labh in hindi #shatavari churna ke fayde/labh #shatavari dosage #shatavari ke nuksan #shatavari ke gun in hindi #shatavari ke side effects #shatavari churna benefits for male #shatavari churna baba ramdev #Shatavari शतावरी Information, Uses in Hindi 

Loading...

Leave a Comment

Your Name

Comment

3 Comments

Rajesh Jadhav, Dec 17, 2017

Shatawari+gokshur+ashwagandha+kawachbeach+shwetmusali is sabaka churan eksath mix karke kahna kitna fayedemand hai?

लव कुमार, Aug 27, 2017

मैने टीवी पेर एड देखी कि आशावगंधा का सेवेन करने से हमें बहुत फ़ाएदे होते हैं लकिन जब मैने इसे मार्किट से पर्चज़ किया ओर इसका सेवन शुरू किया तो 2 दिन बाद मेरे पेट मैं दर्द शुरू हो गया ओर मुझे लूज मोशन हो गये अभी मैं इसको कॅंटिनियस लेना चाहता हूँ सो मुझे बताना की मैं इससे कैसे लूँ जिससे मेरी यह प्रॉब्लम सॉल्व हो जाए ओर मैं इसका बेनिफिट ले सकूँ जल्दी रिप्लाइ करना प्लीज़|

 

Jahangir, Oct 12, 2017

Ise khane ka tarika kya hai kis time khaya jai to fayeda karega?please batao

Jyoti, Aug 04, 2017

Mene apke ye desi gharelu upay read kiye aur mujhe ye bhut hi asan lage iske istemal se mujhe bhut fayeda hua kyuki mahavri ke time mujhe itna dard hota tha ki sehan kar pana mere liye mushkil ho jata tha mene apke ye gharelu nuskhe apnaye aur aur mahavari ke samay niyamit roop se lena shuru kiya jise mujhe dard me bhut aram aya .