तोरी के स्वास्थवर्धक फायदे - Ridge Gourd Benefits in Hindi

तोरी

Health benefits of ridge gourd or tori/turai :Turai or turi vegetable kaho Hindi me, Bangali mein Ghinga, Gujarati me turiya, Tamil mein Peerkangai, Malayalam mein Peechinga, Marathi me Shirola, Kannada mein Heerakayi Telugu me beerakaya vegetable aur Assamese me Zika, yeh ridge gourd ek adbhut tarkari hai. Khaane me majedar aur swasth ke drashti se itna hee gunkari. Janiye ridge gourd benefits in Hindi.

तोरई खाने के फायदे - Turai Khane ke Fayde

  • Pet ka dard theek kare.
  • Ridge gourd ka lep Daad, khujli aur khaj ko theek kerta hai.
  • Turai ko nariyel tel mein mila ker lagane se safed baal jaldi kale ho jate hai.
  • Pathri nikale.
  • Pilia ki bimari theek  kare.
  • Diabeties mein turai ek kargar aushadhi ka kaam kertee hai.
  • Turai ki sabji khane se liver ki samasya theek hotee hai.

तोरई (Ridge gourd) के गुण

  • Ridged gourd bel ke upar ugta hai is ka fal sadharan taur par halka meetha hota hai. Magar is ko kharide waqt dhyan rakhna chahiye aur chakh ke lena chahiye kyonki kai bar is me kadva fal bhi aa jaata hai. Yeh khas baat about ridge gourd jaan ne jaisa hai.
  • Ayurved anusar turai thodasa tikha yane kadva hai, halka hai pachne me aur ras teekha utpann karta hai.
  • Benefits of tori to bahut hote hai per dhyan rahe yeh garam hai.
  • Cough aur pitta ka shaman hota hai, bhook jagata hai aur kabz mit jaata hai agar turai ka upyog kare to.
  • Turai me vishesh poshak tatva hai jaise cucurbitacin B, vitaminE, oleanolic acid aur triterpene saponins. Ayurved ke panch karma kriya ke pehle turai ka ras pilaya jaata hai kyonki yeh sharir me se vish ko bahar nikal deta hai.

Tori ke aneke guno ki wajah se ridge gourd farming aj kal bahut zada ber gae gaye hai. Ap turai or gourd plant ko gher per asaani se uga sakte hai babaram dev bhi swasthya rehne ke lie turai khane ke lie bolte hai.

Ridge Gourd Nutritional Facts - तोरई के लाभ

Ridge gourd yane turai ek khajana hai poshak tatvo ka. Nutritional value of torai dekhe to is me hai vitamin C, Zinc, Riboflavin, thiamin, iron aur magnesium. Is me calories bahut kam hai aur fiber jyaada hai. Beta carotene bhi paaya jaata hai ridge gourd mein.

Vegetable Ridge Gourd Benefits - तोरी के फायदे

Ab jaaniye ridge gourd benefits. Niyamit roop se ridge gourd seeds season me khaaye to kai fayde hai turai ke: 

  • Benefits of ridge gourd vegetable vajan kam karne valo ke liye khoob hai. Is me bahut kam calories hai, fibre jyaada hai jis se bhook jaldi nahin lagta hai. 
  • Diabetics ko to turai avashya khana chahiye. Un ke liye benefits of turai vegetable yeh hai ki is me hote hai peptide jo insulin jaise hote hai aur blood sugar ko niyantran me rakhte hai. Khas kar ke hypoglycemia ho to turai ka sevan karna chahiye. 
  • Benefits of eating ridge gourd aankho ke liye hai kyonki is mein hai beta carotene jo aankho ko lambe samay tak swasth rakhta hai. 
  • Health benifits of ridge gourd ek aur hai ki yeh lahu ko swach kar deta hai aur yakrut me se vish bahar nikal deta hai. Khaas kar ke sharabiyo ko turai ka sevan karne se fayda hota hai. 
  • Jinhe jaundice yane piliya ho gaya hai to benefits of torai juice un ke liye yeh hai ki is se yakrut takatvar ban jaata hai, jaundice ka shaman hota hai aur immunity badh jaata hai. Jaundice me turai ke beej aur turai dono ka juice bana ke din mein 3 baar peena chahiye. 
  • Health benefits of ridge gourd kai hai jaise ki garmiyon me is ke sevan se sharir thanda rehta hai, acidity ka nash karta hai aur peshab me jalan mita deta hai. 
  • Peerkangai health benefits un ke liye hai jinhe urinary problems hai. Kachche peerkangai ke upar nimbu ka ras chidak ke salad ke roop me khaaye to urethritis aur bladder inflammation kam ho jaata hai. 
  • Beerakaya health benefits enjoy karne ke liye season me regular khaaye to bacterial infections se bach ke rahenge. 
  • Ridge gourd useful kai tarah se hai. Agar ridge gourd ko pakne de aur baad me sukha de to andar ek fibrous jaalidar mat hota hai jis ka upyog nahate samay exfoliation ke liye kiya jaata hai. 
  • Nutrients in ridge gourd jaise ki zinc hai jo immune system ko majboot karta hai; manganese aur magnesium enzyme ke nirman me madadroop hai; iron jo anemia me useful hai aur vItamin C jo sardi se bacha ke rakhta hai. 
  • Peerkangai health benefits aap ke dimag ke liye bhi hai. Dimag ko blood circulation improve kar deta hai aur stroke ke khatre se bachaye rakhta hai yeh anmol ridge gourd. 
  • Peerkangai vegetable eat benefit jyaada milte hai jab us ke beej ke saath khaaya jaaye kyonki is ke beej me hote hai phenolic acid aur flavonoid. Soojan kam karne me bahut upyogi hai ridge gourd aur us ke beej. 
  • Ridged gourd benefits hai ki aap ko allergy se bachake rakhta hai. Ridge gourd juice naak me daale 1.5 months tak to allergy se suraksha aur agar ho gaya hai to us se chutkara milta hai. 
  • Ridged gourd caloriez ki baat kare to 180 grams me sirf 100 kCal hote hai magar poshakt tatva adhik hai jaise Vitamin A, B5, B6, C, B1 aur B2; khanij tatva manganese, potassium, copper, magnesium, iron aur phosphorus, aur linoleic acid, oleic acid aur palmitic acid ansh maatra me. Pet bhar ke khaaye to bhi vajan nahin badhega. 
  • Peerkangai health benefits in tamil jaaniye ki agar skin ki samasya hai to is ka juice lagaye aur sevan bhi kare. 
  • Aant mein soojhan hai to ridge gourd and their benefits hai ki krumi ka nash hota hai aur soojhan ka shaman hota hai. 
  • Sar mein dard ho to ridge gourd fayda deta hai agar us ke beej ka paste bana ke sevan kiya jaaye to . 
  • About ridge vegetable itna jaroor kehna padega ki jitna poshtik hai utna hee voh dawai jaisa bhi kaam karta hai kyonki yeh pet saaf karta hai, chote aur bade ant ko saf karta hai, zeher ka nivaran karta hai, anemia door karta hai, pitta ke liye fayadakarak hai, massa me useful hai, jaundice me useful hai aur skin disease me kaam aata hai.

Turai ke Nuksan - तोरी के नुकसान

Ridge gourd benefits hai to side effects bhi hai.

  • Kadva ridge gourd dawai ke kaam aata hai magar jyada sevan karne se dast ho sakta hai.
  • Vegetable turai garbhvati mahilao ko jyaada nahin khana chahiye aur buddhe log, dil ke mareej aur anya bimariyo me sambhal ke khaaye.

TAGS:#तोरी/तोरई in english #तोरई का फायदा #तोरी के फायदे #तुरई की सब्जी #health benefits of turai/rich gourd vegetable/gourd ridge/rigid gourd/ridge ground #ridge gourd plant #ridge gourd varieties #turai vegetable benefits #beerakaya pachadi

Loading...

Leave a Comment

Your Name

Comment

0 Comments