Pomegranate Benefits and Side Effects in Hindi (अनार खाने के फायदे व नुकसान) - अनार अमृत समान है और ईरान मे इसे जन्नत का फल कहा गया है| यह स्वस्थ के लिए सेब, अंगूर, नारंगी या अन्य फल के मुक़ाबले अत्यंत फायदेमंद है| हर रोज जो अनार का सेवन करे तो जीवन भर तंदूरस्त रहेंगे| ऐसा भी है की अनार किसी पर विपरीत असर कर देता है तो आप ने पोमेग्रनेट हेल्थ बेनिफिट्स आंड साइड एफेक्ट्स इन हिन्दी ज़रूर जानना होगा|
Anar amrit saman hai aur Iran me ise jannat ka fal kaha gaya hai. Yeh swasth ke liye seb, angur, narangi ya anya fal ke mukable atyant faydemand hai. Har roj jo anar ka sevan kare to jeevan bhar tandurast rahenge. Aisa bhi hai ki anar kisi par viparit asar kar deta hai to aap ne pomegranate health benefits and side effects in hindi jaroor jaan na hoga.
अनार के फायदे – Benefits of Pomegranate in Hindi
अगर फायदा ही फायदा है तो अनार के नुकसान और अनार के ओड असर कहाँ है| यह कई ऐसे हालात मे होती है| पढ़ते रहिए पोमेग्रनेट हेल्थ बेनिफिट्स आंड साइड एफेक्ट्स इन हिन्दी और जानिए पोमेग्रनेट साइड एफेक्ट्स इन हिन्दी|
Agar fayda hee fayda hai to anar ke nuksan aur anar ke aad asar kahan hai. Yeh kai aise haalat me hoti hai. Padhte rahiye pomegranate health benefits and side effects in Hindi aur janiye pomegranate side effects in Hindi.
अनार खाने के नुकसान - Pomegranate Side Effects in Hindi
सीमित मात्रा मे सेवन करे और ध्यान रखे तो अनार के साइड इफेक्ट्स से आप बच के रहेंगे|
Seemit matra me sevan kare aur dhyan rakhe to anar ke aad asar se aap bach ke rahenge.
TAGS: #pomegranate health benefits and side effects in Hindi #anar ke nuksan in hindi #pomegranate in hindi # anar benefits in hindi #anar fruit benefits in hindi #pomegranate benefits in hindi #anar khane ke fayde in hindi #anar ke fayde hindi me #pomegranate benefits and side effects in hindi
Saida Sekh , Oct 12, 2017
Aapne jo promegranate ke fayede aur nuksaan bahut hi kamal ke bataye hain main aap logo ke kaam se kaafi parbhavit hun thanks for this post
Vedu, Oct 11, 2017
Anaar ka juice Garbhwati mahilaon ke liye bahut achcha hota hai baby bahut sawasth paida hota hai aapke yeh anaar ke fayede bahut achche hain.
Rohan Kumar , Oct 10, 2017
Anar Aapke rakt mai sugar level ko control rakhne mai sahayak hote hain aur saath hi iske kai aur bhi faayede bhi hain.
Karuna Puri, Oct 06, 2017
Aapne anar ke fayede aur nuksaan kamal ke likhe hain lekin main yeh jaanna chahti hun ki kya BP low wale patient ko anar ka sevan karna chahiye? please bataiye
Ankit Sharma , Oct 04, 2017
Mujhe nhi pta tha ki anar khane se koi side effect bhi hota hai aapke is article ko padh ke mujhe pta lga ki anar ke nuksaan bhi hain wo bhi bhayankar wala bahut hi jayda hai
पुष्पिंदर कौर, Sep 27, 2017
आपके ये देसी घरेलू नुस्खे बहुत अच्छे हैं वैसे अनार के फ़ाएदे पता हैं अनार के दाने खाने से लिकोरिया की बीमारी ठीक हो जाती है आप रोज़ अनार के दाने खाएँगे तो लिकोरिया ठीक कर देगा ये अनार के घरेलू नुस्खे अच्छे हैं|
Fahim Ansaari, Sep 13, 2017
Aanar ke sath uska seed khane se kiya laabh hain & kiya haani hain ise vistar se batlaie
रिहाना अंसारी, Aug 24, 2017
आपने जो अनार के जूस के फाएेदे बताए हैं वो बहुत अच्छे हैं लेकिन जूस पीने से जयदा फायेदा है या अनार खाने से ज़ायेदा फायेदा है
रोहन शर्मा, Aug 16, 2017
जैसा की आपने बताया है कि ये यानी की अनार खाने से हाइ ब्लड प्रेशर को यह कम करता है और इसके जाएदा सेवन करने से बीपी लो भी हो सकता है तो क्या जिसका बीपी ऑलरेडी लो हो तो उनको अनार का सेवन करना चाहिए या नहीं प्लीज़ बताएँ
suneha, Jun 21, 2017
ANAR ka juice bajar se peena chahie ya khud nikalen kya safe hai kripya batain
divya, Jun 21, 2017
anar blood sugar level ko control main rakhta hai meri nani ka blood sugar pahila bhaut bigar rha tha jab se maina uhna anar k juice daily dena shuru kiya tab se kafi farak nazar ata hai .
aditya, Jun 21, 2017
mana suna hai k anar se digestion main kafi madat hoti hai kya yeh baat sach hai????
rohit, Jun 21, 2017
anar ka juice toh hme rpz peena chahiya mana suna hain yeh na sirf hmari immunity ko badhata hain balki eksa juise roz peena se joron ka dard mai bhi rahat milti hain .
Rajni, Jun 06, 2017
anaar khane ke bahut fayde hain. main roz anaar khati hoon aur kaafi mera rang laal ho gaya hain isse khoon bhi badta hain... roz anaar khaaye
anil, Jun 06, 2017
merko doctor ne kahan hain ki anaar khaane se dimag aur yadaash improve hoti hain, main apne bacho ko daily anaar deti hoon aur isko bahut fayeda dikh raha hain... aap bhi yeah try kar sakte hain
Dr. Sonia Sharma, Jun 04, 2017
good one
Dhan Pal, Jun 04, 2017
Anaar se utch raqtpat ke marij ko phayda hota hai.
Anil kumar, Jun 02, 2017
Anaaar khaane se poure shareer ke sabhi ango ke liye phademand hai. Iss se sabhi ang sawasth rehte hain.
Rashmi Behal, Oct 16, 2017
Main pehle bahut hi kamjor thi lekin maine jab anar ka juice continue piya to mujhe kaafi fark padha aur saath hi mera rang bhi nikhar gaya yeh step maine aapke is article ko dekh ke uthaya tha.