Gurde ki pathri ka ilaj ke gharelu nuskhe aur upay in hindi (पथरी का इलाज): Pathri yane gurde ki pathri hai is ka pehle kisi ko shak nahin hota hai magar pathri kidney me jab chubhan karte hai aur fir mutrashay me utar aate hai aur fir jab pet me peeda atyant hone lagti hai aur doctor examine karta hai tab jaake maloom hota hai ki pathri hai. yahan aap how to remove kidneys stones naturally in hindi mein apko aise nuskhe batae jainge jinke upyog se aap gher bathe apne pathri se chukara paa sakenge. Jaaniye gurde ki pathri hone ke kaaran, gurde ki pathri ke lakshan aur pathri ke gharelu ilaj in Hindi.
पथरी का घरेलू इलाज - Pathri ka ilaj in Hindi
- Mooli ke patto ka ras pien.
- Patharchatta aur mishri pees ker panee ke sath lein.
- Rozana 5-6 liter pani pie.
- Haldi ka prayog kare.
- Patharchatta ke patto ka panee pie.
- Pudine ki pattiyon ka panee pie.
- Jamun khae.
- Baher ka khana chod dein.
सम्बंधित जानकारी
पथरी होने के कारण - Pathri Hone ke Karan in Hindi
Gurde ki pathri ke karan kai hai. Pathri me kya na khaye yeh bahut bada prashan hota hai eske bare mein janiye:
- Ek to mukhya kaaran hai ki vyakti paani kam peete hai jis se kidney salts aur uric acid ko bahar nikalne mein nakamyab rehta hai. Parinaam hai pathri.
- Sharir me acidic conditions jyada ho to bhi kidney me stones ho jaate hai.
- Kai logo ko aant ki takleef hoti hai aur acidity bhi hota hai. Thyroidism ke karan aur aise anya rog ke karan bhi kidney stones hone ki sambhavna hai.
- Jyada Calcium aur vitamin D ki goli le to bhi pathri ho sakti hai.
- Migraine ki dawai lete ho to pathri ho sakti hai.
पथरी होने के लक्षण - Pathri ke Lakshan in Hindi
Kidney stone symptoms in hindi: Pathri jab chote hote hai tab halka sa choonk hota hai pet me. Magar in ka size aur sankhya badh jaye to fir pathri ke lakshan pragat hone lagte hai. Pathri ke lakshan halke se lekar serious tak nazar aate hai.
- Peshab mein khoon nikalta hai
- Kidney stone ke lakshan hai peshab karte samay atyant peeda hoti hai
- Peshab mein pus nikalta hai
- Pet me aur groin me dard
- Bukhar jo aam dawai se mitne ka naam nahin leti hai aur infection ho to thand lagke bukhar aana.
Purusho me pathri ki samasya jyaada dikhai deta hai. Badhti umar me yeh jaldi se hota hai. Abhi apne symptoms of kidney stone in hindi me jane ab aap kidney stone ke parakaro ke bare mein janege.
Kidney Stone ke Prakar in Hindi
Kidney stone alag prakar ke ho sakte hai:
- Struvite stone jo infection ke kaaran hote hai aur teji se bade ho jaate hai.
- Calcium pathri calcium oxalate se banta hai aur kai khadya padarth jyada liya jaye to hota hai.
- Uric acid pathri un ko hota hai jo poorna maatra mein paani nahin peete hai.
- Cysteine stone un ko hota hai jinhe vansh paramparagat yeh taklif hai.
Cysteine aur struvine pathri ko hatana thoda mushkil hota hai aur lithotripsy karna pade aise haalaat me. Magar fir bhi aap yeh gharelu nuskhe aur desi upay pathri ke liye prayog kare.
पथरी का घरेलू उपचार - Pathri ka Desi ilaj in Hindi
kidney stone ka desi ilaj in hindi: Abhi tak apne pathri ke karan aur lakshan jan lie hai. Ab jane gurde ki pathri ka desi ilaj:
- Har roj aahar mein chukandar ka soup bana ke piye to naye pathri banna bandh ho jayega.
- Seb hamesha khaye to dheeme se pathri pighalne lagega.
- Gajar ka ras ya to soup bana ke peete rahe to pathri utpann nahin honge.
- Kishmish ko raat ko bhigo ke savere khane se pathri dheere se mit jayenge.
- Har roj khane ke bad ek choti elaichi khaye to pathri toot ke bahar nikal jayenge.
- Patharchatta for kidney stone in hindi mein aap janege ki ayurvedic ilaj pathri ke liye hai patharchatta paudha. Is ke patte ka ras nikal ke har roj savere khali pet le aur sone ke pehle. Pathri toot ke nikal jaata hai.
- Pathri ke treatment mein karela ka upyog kare. Hamesha karela khaate rahe ya to savere karela ka ras piye.
- gurday main pathri ka ilaj karne ke lie har roj nariyal pani peene ki aadat daale. Khane ke baad chach aur jeera ka sevan avashya kare to pathri mit jayenge.
- Bathua sabji aahar mein lena ek gharelu upay hai kidney stones ke liye.
- Patta gobhi ko gay ke ghee me halka sa sek ke khaye yeh desi upchar hai pathri ke liye.
- Jamun ke beej ka churna dahi ke sath mila ke khana ek purana desi ilaj pathri ka hai.
- Dadi ma ke nuskhe pathri ke liye yeh hai ki aap aloo jyada khaye to pathri nikal jaate hai.
- Desi nuskha pathri ke liye yeh hai ki aap papite ke jad ka churna le aur paani me ghol banake pee le. Ek mahine tak yeh prayog kare.
- Pathri ka upchar mein season me muli ke patte ka ras nikal ke har roj savere ek mahine tak peene se pathri nikal jaate hai.
- Gurday ki pathri ka ilaj mein har raat ko tambe ke bartan me paani rakhe aur savere uth ke 1-2 liter jitna khali pet pee le.
- Gud me gajar ka ras aur haldi mila ke sevan karne se pathri prakrutik tarike se mit haata hai.
- Gharelu nuskha pathri ke liye hai kulthi. Kulthi ko paani mein ubale aur gaadha hone par yeh paani peeye.
- Vitamin B6 khaate rahe yeh desi upchar ke dauran to fayda hoga.
- Prakriti tarike se pathri ko nikal ne ke liye har roj tulsi ke patte chabaye.
- Pyaj ke bareek tukde kaat ke soup banaye aur yeh soup ka sevan kare to week mein aaraam milega.
- Pathri ki dawa in hindi mein Baba Ramdev dawa pathri ke liye hai divya ashmarihar ras jis ki goli har roj sevan kare. Pathri ka ilaj in hindi baba ramdev dwara bahut batae gae hai unmein se yeh sabse aserdaar nuskha hai.
- Natural tarike se pathri mitane ke liye savere nimbu ka ras, adrak ka ras aur ek chamach apple cider vinega pani me mila ke khali pet sevan kare.
- pathari ka ilaj karne ke lie anar ka ras peene se kidney stone nikal jaata hai.
- Angur ka ras savere piye to kidney stone mit jaata hai. Patari ka ilaj karne ke lie angur ke ras ka sewan niyamit roop se kare pathri baher nikal aegee.
- Tarbuj ka beej aur badi ilaichi churna paani me mila ke piye.
- Amla churna ke sevan se kidney stone nikal jaata hai aasaani se.
- Jeera powder aur chini ko mila ke thande paani me mila ke peeye to kidney stone bahar aa jaate hai.
- Kidney stone treatment me sahjan (drumstick) ke patte ka soup bana ke peeye.
- Kidney stone ka ilaj hai kela. Har roj ek kela khaye to stones nahin banenge.
- Sukha dhaniya, saunf aur jeera bhigoye aur doosre din pees le aur paani ke sath mila ke piye chini dal ke.
- pathari nikalne ke liye jaitun ke tel mein nimbu ka ras mila ke sevan kare.
- Bael ke fal ko pees le aur is mein kali mirch daale. Yeh kali mirch aur bael ka fal ka mishran khaaye ek week tak.
- Patla chaach me 2-3 chutki fitkari mila ke peeye to yeh rambaan ilaj pathri ka hai.
- Gurde ki pathri ka desi ilaj mein Kacha papita, kalonji powder aur gud ka sevan kare to pathri mit jaata hai.
Dheeraj rakhe pathari me parhej kare baher ke khane ka parhej palte hue yeh desi upay pathri ke prayog kare to pathri se chutkara milega. yahan apko stone problem in kidney solution in hindi me parne ko mile hai jo bahut asaan aur aserdaar hai apko pathri ki dawai nahi lene padegee.
TAGS:#pathri ka ilaj baba ramdev #gurde ki pathri ka ilaj/ki dua #patrika ilaj#kidney stone home remedy in hindi #homeopathy medicine for kidney stone in hindi #kidney stone hindi #kidney stone pain relief at home in hindi #kidney stone treatment at home in hindi #pathri meaning in english #stone problem in hindi
विक्रम राठोर , Aug 08, 2017
रोजाना 5 से 6 लिटर पानी पिएं पथरचाट पते और मिस्री को पीस कर पानी के साथ रोज़ाना लें मूली के पते का रस पिएं बाहर का खाना और बीज वाली कोई साबजी ना खाएँ केक्शियाँ वाली चीज़ों को बिल्कुल ही ना खाएँ जामुन खाएँ हल्दी का प्रयोग अधिक करें तथा पुदीने की पतियों का पानी पिएं|