Phool Makhana(Lotus Seeds) Benefits in Hindi : Lotus yaane kamal Hindu parampara me vishesh sthan occupy karta hai. Brahma ne kamal ke phul par janam liya jo phool Vishnu bhagwan ke nabhi me uga tha. Kamal ka phool kali maata, durga maata aur saraswati maata ko arpan kiya jaata hai aur Surya dev ko bhi kamal priya hai. Kamal agar pujniya hai to kamal ke beej yaane makhana, talmakhana ya lotus phool behad gunkari hai swasth ke liye. India se jyaada China me lotus seeds ka upyog hota hai aushadh ke liye aur khaane me soup aur gravy banane ke liye. India me makhana ke sooke beej ko bhatti me seka jaata hai jis se voh popcorn jaise ho jaate hai aur ise talmakhana kaha jaata hai. Jaaniye makhana lotus seeds benefits in Hindi.
Makhana Me Poshan
Jaaniye makhana ke benefits in hindi. Makahana ke gun us ke poshak tatvo se hai. Makhana me se milega behad maatra me potassium aur doosre tatva jaise sodium, calcium, phosphorus, vitamin B6, Magnesium, protein aur carbohydrates. Ansh maatra me hai zinc, iron, aur copper. Makhana me hai L-isoaspartyl methyltransferase enzyme jo anti-ageing gun vala hai. Is me kaempferol hao jo soojan kam karta hai aur masudho ke liye shresht hai. Beej ke andar hai ek kadva tatva alkaloid isoquinoline jo dil ke liye aur rakt vahini ke liye uttam hai aur saath me thandak dete hai. Ayurved me makhana ko madhur aur tikt maana gaya hai aur is ka gun hai ruksh aur bhaari. Yeh sheetal hai aur pachne par madhur vipak hota hai. Pitta shamak hai, sthambhan shakti badhata hai, shukral hai aur kafnashak nahi.
Makhana Benefits in Hindi
Makhana beej taaje mile to us ke chilke nikal ke ek muthi bhar khaaye to makhana ke fayde milenge. Suke beej ko raat bhar bhigoye aur chilka nikal ke khaaye apko zada makhana ka benefit milega. Yahan jan Lotus Seeds Health Benefit:
Makhana Paurush ke Liye
Virya sthambhan ke gharelu nuskhe me makhana aur talmakhama ya phoolmakhana ka upyog kiya jaata hai.
Virya Pine ke Fayde in Hindi
Agar talmakhana uses aur makhana ke estemaal se virya ki maatra badhti hai to virya ko aise hee waste na kare. Aise to mukh maithun ke liye sabhi mahilae raaji nahin hoti hai aur virya peene ke liye bhi taiyar nahin hoti hai magar virya pine ke fayde in Hindi aap jaanenge to is ka sevan karne ka shuru kar dengi. Jo mahila virya ka sevan karti hai mukh maithun ke baad to us ka mood hamesha khushmijaj hota hai aur use depression nahin hota hai. Virye pine se fayda aur hai ki fertility badhti hai. Dadimakenuskhe virya ka upyog karti hai facial ki tarah jis se tvacha nami yukt, hara bhara aur sada jawan rehta hai. Yeh hai birya skin ka fayda. Birya ko stano par lagane se bhi yeh sudol aur tight ho jaate hai. Latke hue stan ke liye birya tonic hai aur doosra upay hai ki doodh me makhana choorna mila ke sevan karna.
Kamal ke Phool ke Fayde
Agar makhana jo lotus seed hai to lotus yane kamal bhi kam faydakarak nahin hai. Ayurved lotus k phool k kya fayde hai yeh jaaniye:
TAGS:#benefits of makhana for babies #phool makhana benefits #makhana benefits during pregnancy #makhana benefits in weight loss #roasted makhana benefits #makhana nutrition #makhana health benefits #phool makhana health benefits #benefits of makhana #health benefits of makhana ##makhana benefits for health #makhana benefits for skin
Nisha , Dec 30, 2016
Makhana ke itne fade hote hai mujhe pata hi nahi tha
Sewa, Jan 04, 2016
Makhana khana ke aur fade batae
विष्णु गोपाल, Mar 29, 2018
मखाने खाने के बहुत फाएेदे हैं जैसे शरीर के किसी भी पार्ट मे हो रहा हो तो इसे खाने से दर्द ठीक हो जाता है शुक्राणु (स्पर्म काउंट) को बड़ाता है लूज मोशन को ठीक करता है शरीर की कमज़ोरी दूर करता है शरीर को सेहतमंद बनाता है झुर्रियो का असर कम करता है दुर्बलता मिटाता है और शरीर सवस्थ बनाता है मखना के उपयोग से ब्लड प्रेशर पे नियंत्रण पाया जा सकता है शरीर मे हो रही जलन को ठीक करता है झुर्रियो का असर कम करने के साथ साथ चेहरे पर निखार लाता है|