Health and Beauty Benefits of Saffron in Hindi : Kesar yaane saffron ek kimti aur lajawab spice hai jo duniya bhar ko pyaari hai us ke anoke golden rang aur khusboo ke liye. Yehi nahi, kesar mein khas aise tatva hai jo swasth ke liye bhi bahut faydakarak hai. Aaiye jaaniye kesar saffron benefits in hindi for health and beauty.
Kesar ke Gun in Hindi - Health Benefits of Saffron (Kesar) in Hindi
- हाज़मा (Digestion) theek kare
- Bloodpressure Niyantrit Kare
- Anemia Hone se Bachata Hai
- Shareer ka Zeher Baher Nilkale
- Shreer mein Thandak Pradaan Kare
- Depression se Bachae
- Bhookh ko Niyantrit Kare
- Cough aur Balgam ko Baher Nikale
- Virya ko barah ker shighrapatan ki samasya door kare
- Diabetes ko Control Kare
- Bones majboot banae
- Aankho ka tej lambe samay teh banae rakhe
- Dimag bhi lambe samay tak tej rakhe
- Raat ko kesar ka doodh pine se neend achchee atee hai
- Danto ka dard theek kare
- Liver cancer se bachae
- पेट का दर्द (Stomach ache) theek kare
- Saffron weight loss bhi kerta hai.
केसर के उपयोग, केसर क्यों ली जाती है? Purpose of consuming saffron / kesar / keshar
Kesar ke poshak tatvon ka bhandaar hai kyonki kesar/saffron uses itni kam maatra mein upyog hoti hai to us ke poshak tatva ka jyaada mahatva shayad no ho magar fir bhi jaaniye ki is mein hai vitamin A, Calcium, Vitamin C, iron, Vitamin B6, potassium aur magnesium. Jo swasth aur beauty par asar karta hai voh tatva hai caretenoid crocin aur anya 150 jitne aromatic compounds jis me shamil hai zeaxanthin, lycopene aur anya jaise Safranal jis ke karan kesar ki unique khushboo aat hai. Kesar alag prakar ke hote hai. Iran, Kashmir aur Spain me pakne vale kesar ko uttam maana jaata hai aur in mein bhi alag categories hai, top se leke halke variety tak. Kaisa bhi ho, kesar ke lajawaab fayde hai. Dekhe kesar ke fayde.
गर्भावस्था के दौरान केसर का फूल - Kesar/Keshar Benefits Pregnancy in Hindi
Saffron flower during pregnancy se kesar ke fayde pregnancy me: kesar milk benefits pregnant women ke lie bahut hote hai. Kesar ke phool aur doodh ke mishran ka prayog kerne se bachcha gora paida hota hai. Yeh gabhavastha ke doraan dheeme per chuke hajme ko theek kerne mein bhi apki madd kerta hai. gabhwati mahilaon ke lie bane khane mein thodi se kesar daal dene chahie. Aam tour per gabhwati mahilon ko doodh pachne mein mushkil hotee hai yadi doodh mein thodi se kesar mila di jae to doodh baree asaani se pach jata hai. Saffron for pregnant ladies ke lie hamesha kargar sabit hua hai.
केसर के फायदे - Uses of Saffron se Kesar ke Fayde
Ab jane Kesar/Saffron Benefits in hindi mein:
- Kesar khane ke fayde in Hindi mein bataye to yeh ek powerful digestive hai aur antioxidant hai. Is ke sevan se vyakti sada jawan rehta hair aur swasthya barkarar rehta hai.
- Khas kar ke garbhvati mahilao ko pregnancy me kesar ke fayde in hindi dhyan se pare aur enhe dhyan mein rakhe. Pachan tantra ko kesar sudhar deta hai aur convulsions kam kar deta hai to pet sambandhit takleef kam rehti hai.
- Kyonki kesar me potassium jyaada pramaan mein hai to yeh heart ke liye uttam hai. Saath me koshika ke nirman aur repair ke kaam mein aata hai. Blood pressure bhi niyantran mein rehta hai.
- Kesar khane ke fayde aur bhi hai. Kesar me iron jyaada hone ke karan mahila aur purush ko anemia se bacha ke rakhta hai. Menopause mein khas kaam mein aata hai.
- Benefits keshr in hindi jaaniye ki is ke regular sevan se sharir par rasayan asar hota hai aur zeher bahar nikal ke sharir mein sfurti rehti hai.
- Kesar ke gun yeh hai ki voh thandak pradaan karta hai. Isi karan se kesar garmi ke liye thik hai aur khas kar ke doodh ke saath cold drinks ke taur par istemal kiya jaata hai ya to dahi ya shrikhand me milaya jaaye to thandak pradaan karne ki shakti badh jaati hai.
- Benefits of saffron in Hindi jaaniye saffron for depression ke bare mein. Yeh aap ko depression se bachcha ke rakhta hai kyonki is me rahe essential oils ka gun yeh hai ki yeh mood enhancers hai.
- Benefits of kesar in Hindi un ko bhi hai jo jyaada vajan se pareshan hai. Savere doodh ke saath kesar ka sevan kare to bhook kam lagti hai, mood sudhar jaata hai aur metabolism tej ho jaata hai jis se fat burning hota hai.
- Kesar khane ke fayde aur bhi hai jaise ki cough aur shvasan tantra ki bimari ho to is ke essential oils kaf aur balgam ko bahar nikal ne me madadroop hote hai.
- Kesar benefits for men in Hindi yeh hai ki doodh aur dry fruits ke saath sevan karne se virya badhta hai, paurush badhta hai aur lambe samay tak shakti shaali rehta hai. Shighrapatan ki shikayat door ho jaati hai. Mahiao mein bhi mahavri ke samay kesar ke sevan se dard kam ho jaata hai aur mood theek rehta hai.
- Diabetes se bachne ke liye aur agar diabetes hai to sugar control karne ke liye kesar ka niyamit sevan bahut hi labhkari hai aisa prayogo se saabit hua hai.
- Bones ke liye kesar faydemand in hindi mein batae yeh isi liye hai kyonki is mein hai calcium aur yeh antioxidant bhi hai.
- Kyonki kesar mein hai beta carotene, is ke regular use se aankho ka tej lambe samay tak barkarar rehta hai.
- Zeaxanthin aur anya flavonoid ke kaaran dimag bhi lambe samay tak tej rehta hai.
- Neend na aaye to raat ko kesar doodh piye aur dekhe kaise chain ki neend aati hai.
- Danto me dard ho to kesar ek do taar mooh me rakhe.
- Kesar ke fayde arthritis se peedit logo ke liye bhi hai kyonki yeh antioxidant hai aur dard shamak hai.
- Haal hee me sanshodhan dwara yeh jaan ne ko mila hai ki crocin jo kesar mein hota hai voh liver cancer se bachata hai.
Agar kesar khane se itne fayde hai to kesar ko tvacha par istemal karne se bhi kai fayde hai. Janiye kesar benefits for skin in Hindi.
Kesar/Saffron Benefits for Skin in Hindi - Kesar/Saffron for Skin In Hindi
Yahan jane kesar benefits for face hindi me or yeh bhi keh sakte hai benefits of saffron on skin in hindi mein jinke prayog se apkee twacha aur chehra dono nikher jainge.
- Saffron for skin whitening ke lie bhi upyog mein laya jata hai.Tvacha ko gora banana hai, jawan rakhna hai, jhurriyo se bachana hai aur sada javan dikhna hai to kesar ko face pack mein hamesha upyog kare.
- Kesar ke fayde oily skin hindi me kahe to is me antibacterial properties hote hai aur yeh astringent bhi hai to haldi aur besan ke sath upyog kare to oily skin hamesha fresh dikhega aur ek anokha nikhar aayega. Saffron skin care ke lie kafi samay se prayog mein laya ja raha hai.
- Kesar kaise use hota h gory nikhar ke liye? Kesar ko haldi aur nimbu ke ras ke saath mila ke lagaye. Kesar haldi aur malai ka upyog kare. Kesar aur gulab pankhudi ko bhigoye badam ke paste ke saath mila ke lep lagaye. Yeh sabhi prayog se tvacha komal ho jaata hai, nikhar aata hai aur ek anokha glow chehre par dikhta hai. Kesar ko doodh me 2 ghante bhigoye aur yeh doodh ko face pack ki tarah use kare to bhi gorapan aa jaata hai. Rukhi tvacha mein nikhar lane ke liye kesar ko chironji ke saath bhigoke paste bana ke lep lagaye. Tub ho ghar me to us me garam paani daale aur kesar ka chura kar ke paani me daal de aur is paani me 20 minute tak baithe. Yeh hai benefit kesar and badan in Hindi. Khaaye to andar se swasth badhta hai aur bahar se tvacha mein nikhar laata hai.
- Use of kesar in Hindi kahe to pimples bhi kam ho jaate hai agar tulsi ke ras ke saath lagaya jaaye.
- Jaanheen dull tvacha ko jeevit karne ke liye pehle steaming kare aur fir kesar ko nariyal tel mein mila ke nimbu ka ras mila ke chehre par lagaye.
- Chehre ko damkana hai to kesar ke use is prakar kare. Kesar ko bhigoye aur fir shahad mein mila ke chehre par lep kare.
- Kesar, yashtimadhu aur doodh ko agar baalo me lagaye to baalo ka jhadna bandh ho jaata hai aur naye baal ugte hai.
- Aloe vera ka kya fayda hai lagaane se? Tvacha aur baalo par lagaye to skin tight ho jaata hai aur komal bhi. Spots mit jaate hai. Baalo me aloe vera lagaye to bilkul komal ho jayenge aur dandruff bhi control me rahega.
केसर के उपाय, केसर कब लें / केसर के फायदा? - When to Consume Kesar / Keshar?
Kesar mehnga hai jaroor magar aap ka swasthya anmol hai. Thodasa hee sahi magar har roj is ka sevan avashya kare. Ek baat dhyan me rakhe ki bahut duplicate kesar milta hai. Kesar ka use kaise kare? Ab aap jane Health benefits of kesar milk in hindi
- How to use kesar/saffron in Milk?: Saffron milk banane ke lie doodh ko halka garam kare. Is me kesar daale aur kam se kam ek ghante tak rehne de aur fir upyog kare khane me ya fir tvacha par. Saffron colour in hindi mein yeh batana chahege ki kesar genuine hoga to achcha golden color ho jaayega doodh aur is mein se khushboo bhi tej niklegi. Duplicate me rang ho sakta hai magar anokha khushboo nahin. Saffron milk benefits gabhwati mahilaon ke bhi bahut hote hai yeh unko takat pradaan kerta hai aur mana jata hai baby bhi gora aur sunder hota hai. Yeh benefits of saffron with milk in hindi mein batae gae hai avashya prayog mein laein aur eska fayda uthae.
TAGS:#Health Benefits Of Saffron (Kesar) in Hindi #Kesar Ke Benefits और गुण #drinking milk with kesar benefits in hindi #saffron health benefits in hindi #best saffron #saffron supplement for depression in hindi #saffron and milk #benefits of saffron for skin #saffron for weight loss in hindi
Kesar Singh, Nov 06, 2017
Very Good article sach a great one Thanks Sir