Home Remedies for Weight Loss in Hindi (तेजी से वजन घटने के घरेलु नुस्खे/वेट लॉस टिप्स): Vajan kab badh ke voh had aa jaati hai jab motapa kehlata hai us ka dhyan nahin rehta hai. Magar ek bar vajan badh gaya to kam karna itna aasaan nahin hai. how to weight loss in hindi??Aajkal adults ko dekho ya students ko sabhi vyayam kam karte hai aur baith ke kaam jyada karte hai. Aahar dekhe to fried foods, junk foods aur teli padarth jyada khate hai. Deri tak jagte hai. Yeh sabhi kaarano se fat badhta hai aur fir gym jaane ki naubat aati hai. Fat yane charbi pighlane ke liye kadi mehnat chahiye yane ki vyayam jo sabhi nahin kar sakte hai ek ya dusre karan se. aise me yeh fast weight loss tips in Hindi, how to lose weight in hindi ka prayog kare aur apne vajan ko prakrutik tarike se kam kar de.
Exercise - Vyayaam kare
Yoga for weight loss in hindi :1 kilo charbi mein hai karib 7000 calories. Vyayam kare to calories burn hote hai. Halka vyayam se asar nahin hota hai kyonki sharir fat me stored calories ko burn nahin karta hai. Us had tak exercise karna hoga ki sharir normal blood glucose ko use karne ke baad sharir me rahe charbi ko jalana shuru kare. Vyayam ka simple formula hai: 1 ghante tak cycling kare to 350 jitne calories burn hote hai. Yane ki din me 2 ghante cycling kare ya walking kare to 1 kg jitna charbi pighal jayega. Lekin dhyan me rahe ki aahar sahi na ho to sharir vyayam ke samay fat ko burn karne ke badle muscles ko burn karne lagega. To jaaniye aahar se fast weight loss tips in Hindi.
सम्बंधित जानकारी
Aahar Yojna Banae
Fat tab jama hota hai jab calorie intake calorie burning se jyada ho. Aahar high calories vale ho aur exercise na kare to vajan badhta hai. Fast weight loss tips in Hindi me apne aahar ko modify kare.
- Aahar par adharit fast weight loss tips in Hindi me jaaniye ki fiber yukt aahar ko badhaye. Carbohydrates kam kar de. Protein ki maatra badha de aur sath me fal, sabji aur sabut dal, anaj ka sevan kare.
- Vajan kam karna hai to weight loss diet chart in Hindi kuch is prakar banaye. Savere coffee ke badle fruit ya vegetable (carrot, beetroot, lauki) ka juice piye. Sath me ankurit moong ya uble hue chane khaye. Bread, biscuit, cake jaise maida se bane aahar bandh kar de. Chini to bilkul bandh kar de. Dopahar ke bhojan me salad khaye aur sath me dahi, chaach ya paneer. Sham ko thode fruits aur nuts khaye aur raat ka bhojan halka ho. Har ek food item me kitne calories hai us ka aap total kare aur saath me vyayam aur daily activities se kitne calories burn hote hai is ka. Aahar me 500 calories kam jayenge to 12 din me 1 kilo kam hone ki ummeed hai. Yeh rough weight loss diet chart in Hindi ek guide hai. Aap ke ruchi ke anusar daily variation kare diet me.
- Diet chart for weight loss for female in Hindi kahe to vahi apply hota hai. Khas dhyan me rakhne vali baat hai ki iron aur folic acid mile aise aahar jaroor shamil kare diet me. Palak, beetroot, gajar, thode nuts, doodh ki banavat (dahi, paneer) jaise padarth avashya shamil kare. Diet chart for weight loss for female in Hindi jaaniye aage. Savere uth ke bhigoye hue methi ke daane ka sevan kare. Bhigoye hue badam khaye. Nashte me chapati aur dahi. 11 baje ek fruit. 1.30 baje dopahar ke bhojan me salad, 1 chapati, dal aur sabji. 5 baje doodh ya fruit. Raatri ke bhojan me salad, dal, chapati. Sone se pehle 1 cup doodh. Jab bhi bhook lage to gajar, kheera aur tamatar kha le. Is me calories kam, fiber jyada hote hai aur pet bhar jayega. In par kala mirch chidake to metabolism tej hoga.
- Weight loss diet chart in Hindi jo banaye to us me chaval, alu, maide ki banavat, tali hui cheeze, cheese, butter, packaged foods sabhi ko tyag kar de. Noodles, pasta ko bhi tyag kar de.
- Gravy vale curry na khaye. Boiled sabji halka sa tadka dia hua uchut hai.
सम्बंधित जानकारी
Metabolism Tej Kare
Fat loss ke liye metabolism tej hona jaroori hai. Metabolism din bhar tej banaye rakhne ke liye savere uth ke vyayam karna jaroori hai. Saath me neeche bataye gaye natural weight loss tips in Hindi ka prayog kare. Metabolism tej karne ke liye sharir me se vish ko nikalna hai. Is ke liye agar do din tak upvas kare aur sirf mosambi ka ras, nimbu aur adrak ka ras ka sevan kare to kafi fayda hoga.
Natural Weight Loss Tips in Hindi
- Natural weight loss tips in Hindi me yeh jaroor kare. Savere uth ke garam pani me shahad, nimbu ka ras, adrak ka ras aur kali mirch powder mila ke sevan kare breakfast ke ek ghante pehle.
- How to weight loss at home in Hindi jaanna hai to green tea ka sevan kare. Is me adrak, pudina aur tulsi daale to aur bhi fayda hoga.
- How to reduce belly fat in Hindi tip yeh hai ki cooking oil me aap coconut oil ka prayog kare. Is se bhook kam lagega aur lambe samay tak tike rahenge aur saath me fat ka metabolism sahi rahega.
- Natural weight loss tips in Hindi me jaaniye ande ka upyog. Savere 2 uble hue ande khaye to din bhar ke liye energy rehta hai. Ande ke badle vegetarian ho to chane, moong paneer jaise protein rich aahar le.
- How to lose weight fast in Hindi bataye to teekhe cheez ahar me shamil kare. Hari mirch aur lehsun pyaj ke sath khane se prakrutik tarike se metabolism tej ho jaata hai aur vajan kam hone lagta hai. Laung aur dalchini bhi teekhe hote hai. Yeh bhi masale me upyog kare aur saath me mooh me ek laung rakhe ya dalchini aur ras chooste rahe.
- Fast weight loss tips in Hindi kahe to dahi shresht hai kyonki is me hai probiotic bacteria jo pachan sudhar deta hai aur fat absorption kam kar deta hai. Dahi (aur paneer) me calcium hota hai. Calcium fat cells me se fat ko mukt karne me madadroop hote hai. Magar yeh effect cheese me se nahin milega jo dhyan me rakhe.
- Fast weight loss home tips in Hindi kahe to saral paddhati hai ki khane par dhyan de aur nischay kar le kya khaye aur kya na khaye. Jab bhi khaye to achchi tarah chaba chaba ke khaye. Poora bhar pet na khaye. Quality bhojan kare jis me protein, vitamins aur minerals jyada ho. Bhook lagne par paani pee le.
- Weight loss foods in Hindi baat kare to pehla sthan hai karele ka. Savere uth ke karele ka ras piye aur sabji me karela khaye aur dekhe kaise yeh aap ka prashna how to reduce belly fat in Hindi ka uttam upay nikalta hai.
- Weight loss foods in Hindi jaaniye aur bhi hai jaise ki patta gobhi aur fool gobhi.
- Bhigoye hue badam bhi weight loss foods in Hindi mein avval darje par hai. Bas 10 badam khaye. Is me hota hai L arginine jo fat burning me sahayak hai. Nuts ki baat kare to pista bhi kam nahin hai.
- How to reduce belly fat in Hindi saval se pareshan na ho. Avocado oil ka upyog kare.
- Chai aur coffee peene ke badle nimbu-adrak ka sharbat, mosambi ka ras aur santre ka ras peeye. In me hote hai phytochemicals jo jaldi se fat burn karne me sahayak hote hai.
- Weight loss foods in Hindi kahe to palak aur patte vali hari sabji behtreen hote hai. Saath me aloo bhi khaye magar chilke ke saath kyonki alu me hai potassium jo jaroori hai fat burning ke liye.
Yeh fast weight loss tips in Hindi aap ko kaam me ayenge. Sath mein ayurvedic tips for weight loss in Hindi jaaniye.
सम्बंधित जानकारी
Ayurvedic Tips for Weight Loss in Hindi
Ayurved mein kai aise jadi booti hai jin ke upyog dwara charbi kam ho jaata hai. Yeh med har maane jaate hai.
- Nirmuli ek aisi jadi booti hai jis ke niyamit sevan se vajan niyantran me rehta hai.
- Har roj gokshura churna ke sevan se vajan kam hota hai.
- Ayurvedic tips for weight loss in Hindi me upyog kare guggul ka jo cholesterol kam kar ke vajan ghatane me sahayak hota hai.
- Triphala churna har roj raat ko sevan kare.
- Ayurvedic jadi booti vajan kam karne ke liye hai doob ghaas. Is ka ras ka niyamit sevan kare.
- Ayurvedic tips for weight loss me upyog kare yashtimadhu ka. Yeh triglyceride level kam karta hai aur liver ka karyakshamta badha ke fat burning tej kar deta hai.
- Dalchini shahad ka mishran chate to yeh fat burning me sahayak hai.
- Paani me jeera, saunf aur ajwain daal ke ubale aur din bhar yeh paani piye.
- Ayurvedic tips for weight loss me namak kam kar de aur din me kabhi na soye kyonki is se med badhta hai sharir me.
- Ayurvedic medicine for weight loss in Hindi is prakar banaye. Kalonji, guggul, yashtimadhu, sonth, dalchini aur long sabhi ka powder banaye aur garam pani ke adha chamach nimbu aur shahad dal ke savere piye.
- Savere 10 kadi patte chaba ke kha le.
- Aloe vera ke sevan se vajan kam hota hai.
Ayurved me kaha gaya hai ki hamesha taaja khana khaye. Fridge me rakha hua khana na khaye. Saath me yeh bhi dhyan rakhe ki dopahar ka bhojan bhari ho aur raat ko halka. Raat ke 8 baje ke bad kuch na khaye. Hafte me ek din upvas kare. Ayurved aur yoga ka sadiyo se mel jol hai to yoga mein bhi vajan kam karne ke asan hai.
सम्बंधित जानकारी
Yoga Tips for Weight Loss in Hindi
- Yoga tips for weight loss in Hindi me janiye tarike metabolism tej karne ka. Yeh hai kapalbhati. Kam se kam 10 minute aur ho sake to 20 minute tak karne se sabhi samasya ka ant hota hai.
- Chehre aur gardan par charbi jama ho gayi hai to simhasan aur jalandhara bandha asan ka prayog kare.
- Baahon par charbi ho to adho mukh svanasan, urdhva mukh svanasan aur chaturanga dandasan kare.
- Kandhe par ki charbi ke liye bhardvajasan ka prayog kare. Yoga tips for weight loss in Hindi kandho ke liye ardha matsyendrasan bhi sahayak hota hai.
- How to reduce belly fat in Hindi ke liye yogasan hai naukasan, matsyasan, anantasan aur bhujangasan.
- Jangho par ki charbi ke liye hai baddha konasan, malasan aur anjaneyasan.
Yeh home remedies for weight loss, ayurvedic medicine for weight loss aur yogasan for weight loss sabhi ek saath kare aur weight loss program me tike rahe to 6 mahine me result dikhai dega. baba ramdev weight loss tips in hindi bhi yahi hai aap jaroor estemaal kare.
TAGS:#weight loss tips in hindi in one month #how to lose weight fast in hindi # diet chart for weight loss in 7 days in hindi #tips for weight loss in 7 days in hindi #diet chart for weight loss in hindi #slim body tips in hindi #fat go tips in hindi #baba ramdev home remedies for weight loss #baba ramdev tips for weight loss in hindi
Shyla, Sep 15, 2018
apka article padhne ke baad wajan kam kaise kiya jaye es prashan ka utter mil gya hai