High Blood Pressure(उच्च रक्तचाप) Kam karne ke Upay Tarike : हाई और लो ब्लड प्रेशर का इलाज

High

High blood pressure ke gharelu nuskhe in hindi : Home remedies for low and high blood pressure in hindi. High blood pressure yaane ki raktchaap tab utpann hota hai jab khoon arteries mein behte samay normal se zyaada pressure lagata hai jis se arterie expand ho jaate hai. Normal blood pressure 140/90 maana jaata hai. Agar systolic/diastolic pressure in ankdo se jyaada ho to high blood pressure hai. Is ke koi lakshan aise pragat nahin hote hai isiliye bp ko silent killer kehte hai. B.p high q hota hai??? BP ka karan hai tanav, ayogya aahaar, dhumrapan, jyaada sharab peena aur vyayam ki kami. b p high ko kaise thik karen??? Badhti umar mein high bp hona possible hai magar kam umar mein bhi hone ki sambhavna hai. Agar aap ko high blood pressure ho to dawai khaane ke badle bp kam karne ke upay in hindi jo yahan par bataye hai vohi istemal kare to prakrutik tarike se bp kam ho jaayega. High blood pressure ka desi ilaj in hindi aap jaaniye aur blood pressure kam karne ka tarika in hindi ko try kare. Is mein aap ko discipline ki bhi jaroorat hai magar aadat dalne se sab shakya hai.

हाई ब्लड प्रेशर का घरेलू इलाज

  • ब्राउन चावल को उपयोग में लाए|
  • तीन ग्राम मेथीदाना पावडर सुबह-शाम पानी के साथ लेंगे तो आराम होगा|
  • हाई बी पी वालों को नमक का प्रयोग कम कर देना चाहिए।
  • लहसुन ब्लड प्रेशर ठीक करने में बहुत मददगार घरेलू उपचार है।
  • हाई ब्लडप्रेशर के मरीजों के लिए पपीता भी बहुत लाभ करता है|
  • प्याज और लहसुन की तरह अदरक भी बहुत फायदेमंद  है।
  • पालक और गाजर का रस मिलाकर एक गिलास रस सुबह-शाम पीयें तो लाभ होगा।
  • गेहूं व चने के आटे को बराबर मात्रा में लेकर बनाई गई रोटी खूब चबा-चबाकर खाएं|
  • रोजाना  नंगे पैर हरी घास पर 10-15 मिनट चलें।
  • आंवले का रस और शहद मिलाकर सुबह-शाम लेने से हाई ब्लड प्रेशर में लाभ होता है।
  • तरबूज के बीज की गिरी और खसखस पीसकर बराबर मात्रा में रोजाना सुबह एक चम्‍मच सेवन करें।

High Bp ke Khatre : क्या होते हैं उच्‍च रक्तचाप के खतरे

High blood pressure symptoms : High blood pressure ke koi lakshan nahin hai magar yeh kai tarah se khatarnaak hai. blood pressure ek "silentkiller" ki tarah kaam kerta hai.

  • High bp ke mariz ko heart attack aane ki poori sambhavna hai.
  • Stroke kabhi bhi aa sakta hai aur insaan paralytic ban jaa sakta hai.
  • Diabetes hota hai.
  • Heart failure ho sakta hai.
  • Kidney ki bimari ho jaati hai
  • Aankho mein samasya aur andhapa aa sakta hai.

High Blood Pressure Kam Karne Ka Tarika aur Upchar

  • Blood pressure kam karne ke gharelu nuskhe aap yeh jaroor kare 
  • Agar aap ka vajan jyaada hai to wazan kam karne ka poora prayas kare. Diet sudhar ke, exercise aur lifestyle badal ke aap vajan kam kar sakte hai. BP kam karne ke upay mein aap ko lage rehna padega.   Agar kamar ka naap 40 inch aur jyaada hai to purush ko BP hone ki sambhavna hai. Mahilao mein 35 inch aur jyaada ho to yeh khatra khada ho jaata hai. Vajan 5 kilo bhi kam kare to bp kam hoga. Cholesterol agar badh gaya hai to savere 2-4 lehsun ki kali chabaye. 
  • High blood pressure treatment in hindi yahan jane kaise high blood pressure ko kaise control kiya jaaye ka jawab hai ki aap namak khaana kam kar de. Har roj 1.5 g se jyaada namak diet me na ho is ka dhyan rakhe. Namkeen aur ready to eat foods ka sevan kam kare.
  • Potassium apne aahar mein badha de. Yeh aap ko fal aur sabji mein se paryapt maatra mein milega. Alu, tamatar, narangi, kele, rajma, tarbuj, kismis aur shakkarkand mein se aap ko potassium mil jaayega. 
  • Blood pressure normal karne ka tarika hai vyaayaam karna. Exercise blood pressure control mein rahega. Walking, jogging, swimming aur cycling uttam exercises hai blood pressure niyantran mein rakhne ke liye. 
  • Bp ka gharelu upchar mein aap high fibre diet le. Is mein sabut anaj, daal, sabji, dahi, nuts, sabji aur fal ko shamil kare. 
  • High bp kam karne ke tarike itne aasaan hai. Bas har roj tarbooj ka sevan kare aur is ke beej khaas khaaye. 
  • Blood pressure ilaj gharelu mein gajar ka murabba ya halwa bana ke rakhe aur is ka sevan kare. 

Blood Pressure kam karne ke Tarike : हाई BP को काबू करने के प्रभावशाली घरेलू उपाय

Blood Pressure kam karne ke upay aap padh rahe hai. Blood pressure kam karne ke tarike kai hai. Padhte rahiye high bp ka ilaj. Bp high hone par kya kare is saval se pareshan na rahe. Aajmaaye high blood pressure kam karne ke tarike:

  • Gudhal ke sukhe phool ka choorna banaye aur paani mein thoda garam kare dalchini ke saath aur savere is ka sevan kare  to yeh ek uttam bp high honay ka ilaj in Hindi aap ne jaana. 
  • High blood pressure kam karne ke tarike mein ek tarika hai ki har roj aap nariyal paani piye. Savere lene se uchit hoga. 
  • BP high hone par kya kare is saval ka jawab hai ki har roj lehsun ko savere chaba ke khaaye. Behtar hoga ki lehsun ka paste sarson ke tel mein thode der tak seke aur phir har roj ek chamach savere khaaye. Saath mein haldi milane se aur fayda hoga bp kam karna ke liye 
  • Savere uth ke aap chai to peete hai. BP kese control kare ka jawab chai mein hai magar chai mein aap adha chamach ilaichi powder daale aur ek chamach adrak ka ras aur doodh saath mein na daale. Blood pressure normal karne ka tarika yeh bilkul aasaan hai. 
  • High bp ko control kaise kare ??? ka aasaan aur tasty tarike hai ki aap har roj dark chocolate khaaye. Cocoa powder doodh mein mila ke lena behtar hai kyonki dark chocolate slab mein banane wale hydrogenated fat milate hai. 
  • High blood pressure ke gharelu nuskhe estemaal kerne ke sath thodasa wine har roj piye to bhi dil majboot hoga aur blood pressure kam. 

 Ayurvedic Nuskhe for High Blood Pressure : हाई ब्लड प्रेशर के आयुर्वेदिक नुस्खे

Blood pressure ko kaise kare kam ? Ayurvedic upay kai hai jo aap avashya try kar sakte hai. Blood pressure hone per kya kerna chahiye yeh jaaniye. Ayurved ka sahara le. 

  • bp kam karne ka upay in hindi mein aap triphala ka sevan har roj raat ko khaane ke baad kare. Triphala mein hota hai amla, haritaki aur baheda jo cholesterol, inflammation or dosho ko shaman karke pachan tantra sudhar deta hai aur pressure normal hone lagta hai. 
  • Har roj raat ko ashwagandha churna ek chamach doodh mein mila ke piye to blood pressure normal karne ka tarika yeh labhkari hai.
  • High bp ka gharelu ilaj yeh hai ki arjuna chaal ka churna le ya to chaal le aur paani mein ubale. Chaan kar yeh paani ko har roj niyamit sevan kare to cholesterol kam ho jaayega. 
  • Jatamansi bhi ek shresht upay hai aur blood presor low karne ka tareqa aasaan hai. Bas, raat ko paani mein is ka churna mila ke piye. 
  • Blood persear kam ho ka trika hai ki har roj aap shilajit aur gandhak vati ki ek ek goli khaaye. 
  • Blood pressor kam karne ke upaye mein aap sarpagandha ka upyog kare. Sarpagandha churna, amla churna, arjun churna aur aaskand ko mila ke har roj sevan kare. 
  • Blood pressure ka gharelu ilaz jai sarpagandha churna, dhaniya powder aur chini ko mila ke har roj paani ke saath mila ke sevan kare. 
  • Yoga, pranayam aur kapalbhaati har rog mein upyogi hai to bp mein bhi is ka practice kare. 
  • B.p ko kam krne ke liye kya khaye??? ka jawab hai har roj aahaar mein lal mirch, hari mirch aur pyaaj bharpoor matra mein khaaye. 
  • Bp kam karne ka trika ek aur tarika yeh hai ki methi daane ka powder kar ke savere us ka sevan kare.

High blood pressure diet in hindi mein yehi bataya jata hai ki kaise ager aap roz en batae gae cheezon ka sewan karoge to apka blood pressure waise hi control rahega. yehan ayurveda hindi mein jo nuskhe batae gae hai wo apke bloodpressure ko jaldi control kerne mein sakshem hai.

Low Blood Pressure Ke Gharelu Nuskhe

Blood pressure ka matlab yeh nahin hai ki hamesha high rahega. Kai logo ko low blood pressure ki shikayat rehti hai. Low blood pressure ke gharelu nuskhe jaaniye: 

  • Paani peete rahe. Lambe samay tak khaali pet na rahe. 
  • Aisa lage ki pressure kam ho raha hai, chakkar aate hai to chocolate khaa le ya to nimbu ka sharbat banaye, namak milaye aur shahad milaye to turant low blood pressure se raahat milega. 
  • Savere uth ke badam aur doodh ka sevan kare. Chukandar ka juice piye aur bhigoye hue kismis ko khaaye. 
  • Tulsi ka ras aur shahad mila ke sevan karne se low blood pressure mein fayda hota hai. 
  • Gajar ka ras, nimbu ka ras dono hi low pressure ke ilaj hai.

Blood Pressure Low Hone ke Karan 

b.p low hone ke karan yahan jane:

  • Pregnancy mein shareerik badlav ka karan bhi bp low ho jata hai.
  • Garmi ke mausam mein bhi bp low ho jata hai.
  • Shareer mein thyroid hormone mein badlav hone ke wajah se bhi bp kam ho sakta hai.
  • Heart problem hone ki wajah se bhi ho sakta hai.
  • Diabeties mein bhi bp kam ho jata hai.
  • Shareer mein vitamin B12 aur folate ki kami hone ki wajah se bhi bp kam ho jata hai.
  • Allergy hone ki wajah se bhi bp kam ho sakta hai.

Yeh hai blood pressure ke gharelu ilaj. Apne aap par kabu rakhna mahatvapurna hai aur in nuskhe apnaye to kabhi goli nahin khaani padegi.

TAGS :#b p/high blood pressure ko kaise control kiya jaye #gharelu nuskhe for high bp #high blood pressure ka gharelu ilaj #high blood pressure ke upay #bp ka ilaj in hindi #home remedies for high blood pressure or low blood pressure #low blood pressure ke gharelu nuskhe upchar tarike #high blood pressure ke lakshan #low blood pressure ka desi ilaj #bp low ka ilaj #gharelu nuskhe for low bp #bp treatment

Loading...

Leave a Comment

Your Name

Comment

55 Comments

vishal, Jul 25, 2018

consider taking natural supplement for high blood pressure.

Vishal, Apr 06, 2018

Hashmi Ht nil capsule bhi best hai.

अंकित, Feb 22, 2018

हाई और लो ब्लड प्रेशर के देसी इलाज कौन्से हैं उसके बारे में मेरे को आपसे यह जानकारी चाहिए जिससे मैं अपनी इस्स आने वाली परेशानी से बच सकूँ|

Sunaina, Nov 03, 2017

Bahut sundar post likhne ke liye dhanyavad sir keep up the good work nice information about Bp High or Low control.

धर्मेश , Aug 11, 2017

जिसको हाई बीपी हो उसे पपीते का प्रयोग करना चाहिए पालक और गाजर का रस सुबेह शाम पिएं तीन ग्राम मेथी दानो को सुबेह शाम पानी के साथ लेंगे तो फ़ाएदा होगा रजाना10 से 15 मिनट घास पर नगें पाँव चलें आँवले के रस में शहद मिलाकर सुबेह शाम लें नमक का प्रयोग कम करें| जिसको लो बीपी हो और आपको लगता है की बीपी कम हो रहा है चकर आ रहे हैं तो चॉकलेट ख़ालें तथा खाली पेट ना रहें गाजर का रस और नींबू का रस दोनो ही लो बीपी का इलाज हैं पानी पीते रहें लंबे समय तक खाली पेट ना रखें चुकंदर का जूस भी पी सकते हैं सवेरे उठकर बादाम का दूध पिएँगे तो फायेदा होगा|

मोनिका नरूला , Aug 10, 2017

हाई बीपी मरीज को हार्ट एटेक आने की पूरी संभावना है पैरलाइसिस भी हो सकता है और सट्रोक भी हो सकता है डायबिटीज़ हो सकती है लो बीपी वाले मरीज को भी कई समसाएँ हो सकती है जैसे आँखो के आयेज अंधेरा का छा जाना हार्ट फेलीओर का हो जाना किड्नी की बीमारी हाई और लो बीपी वाले दोनो को ही हो सकती है हाई बीपी वाले मरीज रोज नारियल का पानी सुबेह पीना चाहिए अगर आप सुबेह छाए पीते हैं तो उसमे थोड़ी सा इलाएची पॉवडर और एक चमच आद्रक का रस दूध के साथ डाल दें बीपी कट्रोल हो जाएगा

ब्रिज मोहन, Aug 09, 2017

हाई और लो ब्लड प्रेशर के कारण क्या होते हैं यह कियों होता है इसका निदान कैसे करें घरेलू इलाज से इसका निदान कैसे होगा जानकारी दें

देव दत्त, Aug 06, 2017

अग्र किसी को हाई ब्लड प्रेशर या लो ब्लड प्रेशर हो तो इसका इलाज क्या है जानकारी दें देसी या घरेलू हो तो बहुत ही बॅडिया कियोंकि उसका साइड एफेक्ट नहीं होता

लुकेश जैन, Aug 01, 2017

हाइ या लो ब्लड प्रेशर हो तो कैसे पता चलता है इसके सिम्टॅम्स क्या हैं अगर किसी को हो तो वो क्या करे कियोकि आजकल हर कोई इस परेशानी से ग्रस्त है हाइ और लो ब्लड प्रेशर दोनो के बारे में कोई टिप्स हों तो ज़रूर हाइलाइट करें

 

Mahesh Chand, Mar 28, 2018

High bp aur low bp ko turant normal karne ke liye gharelu upay kiya karne chahiyen please aap sab kuchch vistar se batayen

कुलदीप साहनी, Jul 28, 2017

हाई ब्लड प्रेशर हो या लो ब्लड प्रेशर हो दोनो ही ख़तरनाक हैं हाइ ब्लड प्रेशर में नमक को इसतरह प्रयोग करें की खाने वाली चीज़ फीकी लगे नियमित रूप से रोज पैदल चलें कम से कम एक घंटे तक अगर ब्रिस्क वाक करें तो और भी बेहतर होगा हाई ब्लड प्रेशर हो तो रोज पपीता खाएँ टीन ग्राम मेथीदाना पॉवडर पानी के साथ सुबह शाम दोनो समय लें रोजाना नंगे पाँव हरी घास पर चलें| लो ब्लड प्रेशर हो तो पानी पीते रहें और खाली पेट ना रखें अगर लो ब्लड प्रेशर हो रहा हो और चकर आने लगें तो चॉकलेट खाएँ या नींबू के शरबत में तोड़ा सा नमक मिलाकर तुरन्त पी लें गाजर का रस और नींबू दोनो ही लो ब्लड प्रेशर का इलाज हैं तुलसी के रस में शहद मिलकर पीने से लो ब्लड प्रेशर में फ़ाएदा होता है

विशाल भारदवाज, Jul 27, 2017

हाइ और लो ब्लड प्रेशर के घरेलू उपचार बताएँ कियोंकि यह आजकल सभी को होना आम बात हो गई है यह साइलेंट पर ख़तरनाक बीमारी है इसका मैं कारण तनाव है इससे भी कैसे बच्चा जाए इसकी भी जानकारी चाहिए और कोई साइड एफेक्ट भी ना हो प्लीज़ शेयर मी

दीपक बैनर्जी, Jul 18, 2017

हाइ या लो ब्लड प्रेशर को कंट्रोल करने करने के लिए क्या करें और यह भी बताएँ की इसका देसी इलाज क्या है कियोंकि यह समस्या से हर कोई बचना चाहता है इसीलिए इसके इलाज की सख़्त ज़रूरत है किर्पया विस्तार से पूरण रूप से जानकारी दें

annu , Jul 15, 2017

mujhe bp low ki shikayat hai kya gussa aana bhi BP low hone ka karan hai aur maine ye bhi suna hai ki Jiska BP low hota hai usko coffee ka sevan karna chahiye kya wakey mein ye asardar hota hai kyunki aapne ismey low BP ke gharelu nuskhe mein mention nhi kiya hai ??? Plz reply me

Tanugoel , Jul 13, 2017

My father has diabetes patient recently now angiography done and this time blood pressure tempreture 127/86 bp now. Tell me what can I given to him diet because Tdy has vomiting and unfilling well.

मिर्दुल कुमार, Jul 07, 2017

हाइ ब्लड प्रेशर कंट्रोल करने के लिए खाने में सॉल्ट की मात्रा कम से कम होनी चाहिए और टैनशन तो बिल्कुल भी ना लें रोज वॉक करें कम से कम 45 सी 50 मिंटस लो ब्लड प्रेशर कंट्रोल करने के लिए नियमित रूप से सही समय पर खाना खाएँ डाइट में कुछ पोष्टिक आहार लें जैसे लीकवड में जूस लस्सी दूध दही और नींबू शहद में मिलाकर आदि आदि नींद पूरी लें यह दोनो ब्लड प्रेशर वालों के लिए ज़रूरी है टैनशन भी ना लें|

राम चंदर , Jun 29, 2017

बी पी होने पर नमक का कम पर्यूग कम मात्रा में करें जूंनक फुड ना खाएँ शाकाहारी भोजन दोनो तरह के बी पी के लें यही ठीक है बी पी चाहे हाइ हो या लो हो दोनो ही नुक़सानदायक हैं दोनो तरह के बी पी में ही तनाव बिल्कुल ना लें अच्छी डाइट लें

ajay verma, Jun 02, 2017

Merit mom ko high b.p his or dhadkan ko problem hai you batay

komal, May 25, 2017

yoga high BP manage karta hai

Wajid, May 22, 2017

rojana ghaas pe challe 10 mins tak

Sadgun, May 20, 2017

high BP ko kabu karne ke prabhavshali gharelu upay bataye

Sahana, May 20, 2017

nice tips

Tarini, May 13, 2017

Anar ka juice piye daily yeh low aur high BP dono ko theek karta hai

ramcharn verma, Apr 26, 2017

mughe high blood pressure hai jisase mai gharelu ka up char karta hun mai rojana giloy ka istemal karta hun

Gurjari, Apr 02, 2017

BP ki machine ghar pe rakhe aur roj check kare isko track karna bahut important hai

Safiy, Mar 07, 2017

high blood pressure ke gharelu nuskhe mein tarbooj aur lichi khana zyada faydemand hai.

Bishakha, Feb 25, 2017

mer BP hamesha hi low rehta hai aur body mei swelling bhi kuch nuskhe bataye

Pakhi, Feb 21, 2017

kala namak aur shakar mila kar pani mei piye

vishal, Feb 15, 2017

ब्लड प्रेशर कम करने के लिए, ग्रीन टी का प्रयोग करे । बहुत ही फायदे मंद और आसान तरीका है । साथ मैं सुबह रोज एक घंटे दौड़े तो ये बिलकुल कम ह9 जाता है ।

Veer, Feb 14, 2017

high BP kaise kam kare

Daevaki, Feb 08, 2017

agar aapka digestion weak hai toh anar ka juice le anar khane se constipation ho sakti hai

mohamad, Jan 29, 2017

bahut he achha tare ka bataya hah. Appka dhanyavabahut he achha tare ka bataya hah. Appka dhanyavad

madhu, Jan 12, 2017

b.p high ko normal kane ke nukse mein apne colestrol level ko control kare aur fal, sabzi, broccoli jaise sabziyan khae aur machli(fish) ka sewan kare.

monit, Jan 11, 2017

Jyada kaam kerne , der, chintsa, gussa , zada vyayam blood prasher high hon the ke karan hai.

sudha, Jan 11, 2017

bp kabo rakhne ke lie sabse pehle to namek kam khae.

param, Jan 10, 2017

plz kuch aur batae b p norml rakhne ke liye kya kre ??? mein bahut pareshaan hoon.

sagar, Jan 03, 2017

Mein science student hoon pata nahi mera bp bahut high rehne laga hai kripya batae b p ko kabo kese kare plz share..

 

mohit, Jan 05, 2017

lagta hai aap padaee ka pressure bahut lete hai kuch aaram aur yahan die hue nuskhe upyog kare.

, Jan 01, 2017

mujhe b p hai kamkrne ka upay batae mein jab bhi office jata hoon bp berne ka der laga rehta hai esse meon kaam nahi ker pata.

Rena, Dec 09, 2016

bladpresser ka ayurvedik upchar to bahut hai per sabse pehle namak ka upyog band karein high bp walon ke lie namak ek prakar se jaher saman hota hai.

Liora, Nov 30, 2016

baba ram dev ki highblood pressure ki dawai bahut achee hai enka ka bladpresser ka ayurvedik upchar bahut badiya hai aap zaroor try karein.

Girdhari, Nov 27, 2016

Mera b p bahut high rehta hai eslie mujhe gussa bhi bahut jaldi ata hai plz blood pressure high ko thik krne k gharelu upchaar batain jo jaldi aser kerte hon.

Jayani, Nov 24, 2016

High blood pressure mei kabhi bhi muh se saas na le chahe saas bhi thoda saas fulta ho, naak se saas lena BP ko control mei rakhta hai

Eyal, Sep 09, 2016

b p control karnasathi gharguti upay plazz batain.

Lekha, Aug 21, 2016

mujhe high bp rehta hai mera sir bhi ghumta rehta hai

 

Pushplata, Nov 21, 2016

Mujhe hi bp rhta hi sir bhe ghomta hi ulte aate hi elaj batao

 

jaya , Jan 25, 2017

Subha 10 bajese 1.30 baje tak sar ghumta raheta hai .our chakar jaisa lagta hai.our kamjori bahut lagti hai.our aakhose hamesha pani aate raheta hai.our left paw main mungi aati hai thoda ladkha ke chalti hu. Please koi ek ramban upaye bataiye ham aap ke bataye upayo par aamal karenge jal se jal dhanyawaad

Medh, Aug 18, 2016

tarbooj aur litchi high bp mei fayda karti hai control karne

Manek, Aug 15, 2016

bp kam karne ke sabse accha upay hai tala hua na khaye aur sada namak use kare kamm matra mei

Jay, Aug 12, 2016

high bp ko kaise control kare

 

Orit, Aug 14, 2016

bp kam karne ke liye tension mukt rahe

raju, Aug 10, 2016

हाई बीपी का इलाज, खाने में सोडियम की मात्रा घटाएं और फर्क देखें।

naveen, Aug 09, 2016

हाई ब्लड प्रेशर के घरेलू इलाज, शराब पीने की मात्रा कम करें।

 

Chakor, Aug 11, 2016

high bp aajkal ek aam problem ho gayi hai par isse heart pe bahut asar padta hai liye ise control hi mei rakhe

 

Braj, Aug 13, 2016

agar aapka bp jayda high hai toh use regular medicine se control kare

Niharika, Aug 08, 2016

सुबह के समय खाली पेट पका हुआ पपीता खाना चाहिए। यहां ध्यान रखें कि पपीता खाने के एक-दो घंटे तक कुछ नहीं खाएं। यह उपचार महीने भर तक करें।

 

Dhir, Aug 11, 2016

अजवाइन भी आपके शरीर के उच्चरक्त चाप की बीमारी को दुर करता है। अजवाइन मे फायटोमोपिक 3एन बैटाफोरटीलाइड की मात्रा अधिक होती है। जो की उच्च रक्त चाप को नियंत्रित करने मे सहायक होता है।

mihu, Aug 08, 2016

मुनक्का में लहसुन की कली रखकर खाना उच्च रक्तचाप को ठीक कर देता है।

 

Anaan, Aug 11, 2016

kele ka sevan kare isme bharpur pottasium hota hai jo bp kam karne ka accha aur sata ilaj hai

meenu, Aug 07, 2016

हाई ब्लड प्रेशर के उपाय, तनाव से दूर रहें। तनाव पैदा करने वाली चीज़ों से परे रहने का प्रयास करें। आप तनाव दूर करने के लिए योग का सहारा भी ले सकते हैं।

 

Ekana, Aug 13, 2016

regular exercise kare, morning walk kare, brisk walk kare 30 mins

 

Kanav, Aug 13, 2016

nimbu ka niyamit use kare isse cholestrol bhi control ho jayega bp ke saath

Nisha, Aug 06, 2016

kya high blood pressure ko permanent cure kar sakte hai???

 

Gurman, Aug 10, 2016

apna lifestyle change kare stress kam kare tension se bp jayda badta hai

 

Fidaa, Aug 12, 2016

bp kam karne ke gharelu upay mei se sabse best hai ghar mei caffeine ka use kamm kar jaise chai, coffee & cold drinks

govind, Aug 05, 2016

high blood pressure ko kam karne ke upay mai kya nimbu use kar sakte hai...

aknasha, Aug 04, 2016

inke alawa koi aur gharelu nuskhe hai bp kam karne ke liye...

 

Iaan, Aug 08, 2016

Triphla churna daily le for high bp control

harry, Aug 02, 2016

mera bp kabhi kam hota hai kabhi zada hota hai...bp normal rakhne ke liye mai kya karu...

 

Patoj, Aug 06, 2016

low bo ke liye raat ko munnaka bhigo kar morning mei khae aur uska pani bhi pe le 10-15 daily

 

Neer, Aug 16, 2016

amla ka murraba low bp theek karne ka gharleu nushka hai