Hastpadasan ke liye sharir thodasa flexible hona chahiye magar practice se yeh aa jaata hai. Baal jhadte ho to hastapadasan ka practice karna chahiye. Is se scalp mein blood circulation improve hota hai aur baal jhadne se ruk jaate hai aur naye baal bhi ug aayenge.
Hastpadasan se pachan kriya majboot hota hai aur khoon ka bahav sudhar jaata hai. Dimag ko blood poorte praman mein milta hai aur scalp ko bhi jis se baalo ka jhadna bandh hota hai.
TAGS: #बाल झड़ने की दवा #बाल झड़ने को रोकने के उपाय #बाल झड़ने के घरेलू उपाय #बालो का झड़ना रोकने के उपाय #बाल गिरने का कारण #बाल गिरने की दवा #बालो का गिरना कैसे रोके #बालों का झड़ना रोकने के उपाय
रिदमा, Jul 11, 2017
बालों में बार बार कंघी ना करें हफ्ते में दो बार तेल लगाएँ बालों को टाइट ना बांधें केमिकल वाली डाइ का पर्योग ना करें हरी पतेदार सब्जी खाएँ नींद प्रॉपर लें अपनी डाइट को ठीक समय पर खाएँ