Eyebrow ghane karne ke upay : Aankhe chehre ko define karti hai aur aankho ko define karti hai eyebrows. Ghane aur well shaped eye brows ho to aankho ki hi nahi balki chehre ki bhi khoobsurti badh jaati hai. Purusho se jyaada mahilao ke liye eyebrow ka ghana hona mahatvapurna hai eslie sabse pehle yehi prashen ata hai eyebrow ko kaise badhaye. Sabhi ko ghane eyebrows nasib nahin hote hai magar prakrutik tarike se aap apne eyebrow ghane kar sakte hai. Aap ko sirf yahan par bataye gaye eyebrow ghane karne ke upay ke prayog karne hai.
Ek interesting baat jaanne jaisi hai. Paschim desho mein bimatoprost solution ko eyelash badhane ke liye upyog kiya jaata hai aur yeh vakai asarkaarak hai. Is ke upyog se baal lambe, ghane aur dark bhi ho jaate hai. Yeh bimatoprost glaucoma mein upyog kiya jaata hai aur iska side effect hai ki jahan par lage vaha par baal ghane ho jaate hai. Is liye is ka upyog eyelash mein kiya jaata hai unhe ghane karne ke liye. Eyebrow par savdhani se upyog kar ke dekhe. Ek mahine tak har roj lagaye aur us ke baad week mein ek baar. Ab aap tips for eyebrow growth in hindi mein janiye.
घर बैठे सुन्दर भौंहे (eyebrows) पाने के उपाय
How to grow eyebrows faster in hindi: Is ke alava aap eyebrow badhane ke gharelu upay ka prayog kare jo is prakar hai.
Nariyal Tel se Kare Eyebrow ko Ghana
Nimbu - Nariyal Tel ka Mishran
Aerandi ka Tel Bhi Hai Upyogi
Ande ka Peela Bhaag ka Upyog Kare
Jaitun ka Tel se Kare Eyebrow ko Sunder
Eyebrow growth home tips in hindi mein Jaitun ka tel sab telon mein se sabse zada eyebrow ghani karne mein madadroop hota hai.
Doodh ka Kare Istemaal
Sirf doodh ka upyog karne se bhi eyebrow ghane lambe ho jaate hai. Yeh perfect eyebrows pane ka bahut badiya tarika hai.
Eyebrow hair growth in hindi: Yahan apko ayebrow ghanee kerne ke bahut aserdaar nuskhe janne ko milenge:
Eyebrow Ghane Karne ke Tips : हल्की आई ब्रो को ऐसे बनाइये घना
Yeh hai eyebrow ghane karne ke tarike jo aap try karenge to chehre ki khubsoorti badh jaayegi. Apko eyebrow tips in hindi ager achche lage to zaroor share kare.
TAGS: #how to grow eyebrows in 3 days #eyebrow growth oil in hindi #eyebrow hair growth tips in hindi #thick eyebrows tips in hindi #eyebrow growth tips in hindi #eyebrow ghani karne ka tarika #Hindi tips to get the thick eyebrows #Eyebrow Ghani Karne ke Upay #हल्की आई ब्रो को ऐसे बनाइये घना #home remedies for thick eyebrows #eyebrow tips in urdu #eyebrow in hindi
Samshu Din, Mar 17, 2018
Meri eyebrows judi hui hain hamesha ke liye judi hui rehti hain alag karne ka tarika bataiye please lekin meri eyebrow ghani nahin hain ise ghani karne ka tarika bhi batayen.
स्मिता, Mar 01, 2018
कैस्टर ऑइल एक पुरानी तकनीक है। इसका बहुत ज्यादा परीक्षण किया गया है इसने मोटी भौहें देने की अपनी क्षमता साबित कर दी है बस आपको रात में सोने से पहले यह तेल अपनी भौहों पर लगाना है जिस कारण यह भौहें के बालों की जड़ तक पहुँच सकता है कैस्टर तेल उन सूक्ष्मजीवों का विरोध करने में मदद करता है जो भौंहों के विकास को बाधित करते हैं।
अमीना, Feb 04, 2018
घनी आइब्रो करने की घरेलू नुस्खे तरीके और उपाय बताइए जिनसे मैं भि अपनी आइ ब्रो को घनी कर सकूँ
सुप्रिया पिल्ले, Mar 06, 2018
दूध बालों का एक प्राकृतिक कंडीशनर है पीने के लिए या चाय बनाने के लिए दूध हमेशा आपके फ्रिज में रहता है अब आप उसे आपनी भौहें मोटी करने के लिए उपयोग में ला सकते हैं एक छोटी कटोरी में दूध ले। दूध के अंदर एक कपास का गोला डुबोकर धीरे से अपनी भौहों पर रगड़ें।
Sapna, Feb 03, 2018
Chot lag Jane ki wajah se us jagah Baal nahin aate to Kiya karen?
Amit Panday, Nov 13, 2017
Mere eyebrow ke baal jhad rahe hain mujhe iske gharelu nuskhe ya koi upay ho to bataiye?
अनुराग जोगी, Jun 25, 2017
क्या आप मुझे कुछ टिप्स बता सकते हैं आइब्रो घने करने के लिए मेरी आइ ब्रो के बाल बहुत ही कम हैं क्या यह मुमकिन है अगर है तो मुझसे शेयर आवश्या करें
Lalita, Jun 14, 2017
Mere upr lips me kafi hair h unko htane k liye mai besn hldi or milk ka pack use kr rhi hu eyebrows ko avoid kr k use krti hu BT fir b mere eyebrows or eyelid me bahut hair loss ho rha h kya kru
shivam, Mar 07, 2017
mere hairs white hain or main vasmol oil use karta hoon 6 months ho gaye hain mere hair toh black ho jaate hain par ab mere eyebrows jhad rahe hain kya karuu? plz koi solution bataiye kahin yeh vasmol hair oil se toh nahi ho raha saath mein main roop mantra cream or uska soap bhi istemaal kiya thaa plz koi solution bataaiye
Ramjot, Mar 09, 2017
motee bohe pane ke lie gharelu upay aap arandi ka tel ya castor oil se kar sakte hai castor oil eyebrow ghani karne ka tarika bahut puarana hai aur aserdaar bhi hai ek baar esko try zaroor kare.
Dristi, Dec 07, 2016
coconut oil roj raat ke eybrows pe lagaye aur ghane ho jayenge
neha, Sep 25, 2016
मेथी के दानों को करीब 5 घंटों के लिए पानी में भिगो दें फिर इसे पीसकर कुछ बूंदे बादाम के तेल की मिला लें। रात को सोने से पहले इस पेस्ट को आइब्रो पर लगाएं, फिर सुबह गुनगुने पानी से धो लें
Dayanita, Sep 18, 2016
Healthy diet le protein rich jo eye brows ke baalo ko strong karta hai
seema, Sep 16, 2016
kya khud se threading kar sakte hai
roshni, Sep 15, 2016
meri eyebrow ke bal bilkul khatm hote ja rahe h kya kru m
Vasudev, Sep 12, 2016
Vitamin E oil se bhi aap eybrows pe massage kar sakte hai
renuka, Sep 09, 2016
Aerandi ka tel lagane se eyebrow ghani ho jaati hai
vidhi, Sep 07, 2016
meri eyebrow bhut patli h bilkul sunder ni dikhti koi upay btao plz
seema, Sep 05, 2016
eyebrow ko ghana kaise bnaye
chahat, Sep 03, 2016
थ्रेडिंग शुरू करने के 10-15 दिन पहले प्रतिदिन हाथों की मुट्ठियां बंद करें व खोलें (15-20 बार) । इससे 10-15 दिनों में ही हाथों की अंगुलियों में लचक आ जाएगी व आप थ्रेडिंग सीखने में परेशानी महसूस नहीं करेंगी
Faris, Sep 01, 2016
Wheat protein eybrows ko ghana karne mei madad karta hai
Yadu, Aug 30, 2016
Soya milk eyesbrows pe lagaye ghana karta hai
Vittesh, Aug 29, 2016
पर्याप्त मात्रा में पानी पीने से शरीर से विषाक्त पदार्थ बाहर निकल जाते हैं जिससे भौंह काले, घने और सुंदर बन जाते हैं।
Wadee, Aug 26, 2016
Threading jayda patli na karwaye isse eyebrows halki lagti hai, eyebrow pensil ko sarso ke tel mei dip karke raat ko lagao
Vahin, Aug 24, 2016
Petroleum jelly eyesbrows pe lagane se growth badh ti hai
Udbal, Aug 22, 2016
मेथी के बीजों को पीसकर एक पेस्ट बनाएं और इसमें नारियल का तेल मिश्रित कर लें। इसे भौंहों पर सोने जाने के पहले लगाएं
Turanyu, Aug 20, 2016
प्याज में मौजूद सल्फर (sulphur) का रस कोलेजन (collagen) की कोशिकाओं के उत्पादन में बढ़ोत्तरी करता है
Omar, Aug 19, 2016
hair follicles below the eyebrows need to be massaged daily in circular movements
Omar, Aug 16, 2016
hair follicles below the eyebrows need to be massaged daily in circular movements
Nirish, Aug 15, 2016
रेंड़ी का तेल / कैस्टर ऑयल हल्के हाथों से तेल को अपनी आई ब्रो पर केवल 2-3 मिनट के लिये मसाज कीजिये
Apeksha, Aug 13, 2016
नारियल का तेल रात के समय भौहों को मसाज में प्रयोग करें
Barkha, Aug 10, 2016
कपास के गोले को इस जैतून के तेल में डुबोकर अपनी भौहों पर लगायें
Chanchal, Aug 08, 2016
Eyebrow hair is made of keratin protein and egg is the best source of protein. treatment can be done by beating the yolk of the egg to a thick creamy consistency. Apply the paste on the eyebrows and leave it to dry for 20 minutes before washing it with cold water
Dayanita, Aug 07, 2016
आवश्यक विटामिन ए, बी और इ (Vitamins A, B, and E) खानपान में भरपूर हो
Zev, Aug 05, 2016
नींबू को दूध के साथ मिलाकर एक कपास का गोला डुबोकर धीरे से अपनी भौहों पर रगड़ें।
अनीश, Feb 17, 2018
कुछ नहीं होता है बेबी इन सबसे कोई सॉलिड फार्मूला बताइए जिनसे मुझे फायेदा मिल सके प्लीज़ हेल्प मि
Bawa, Aug 02, 2016
Aloe vera gel lagane se eyebrows ghani ho jati hai
संजना, Feb 03, 2018
घनी और थिक आइ ब्रो कैसे हो सकती है मुझे इसके घरेलू तरीके नुस्खे और उपाय बताइए जिनसे मैं अपनी आइ ब्रो को घना और मोटी कर सकूँ|
नेहा कुमारी, Apr 28, 2018
घनी और मोटी आइब्रो करने के लिए किया करें की यह जल्दी से जैसा की हम चाहते हैं वैसी ही हो जाए
Priyanka , Jun 09, 2018
eyebrows ghanee karnee ke bhut aacha tips ha Its osm thanks ittna aacha tips dene ka liye