Kai alag karano se akal hi ganjapan pragat hone lagta hai. Shighra hi is ka ilaj kare nahin to yeh condition permanent ho jaayega. Is ke liye pesh hai alag tarike:
- Tel banaye jis mein milaya ho lehsun paste, amla paste, nariyal tel aur aerandi ka tel. Is mein pyaj ka ras milaye aur 1 din rehne de aur ubale paani ud jaane tak. Har roj raat ko 10 minute tak ungliyo se yeh tel ghis ghis ke lagaye.
- Sirf pyaj ka ras ke istemal se bhi baal jhadna bandh hoga aur naye baal ugenge.
- Kapoor ko aerandi ke tel mein mila ke ganjapan vale jagah par ghise
- Nariyal tel mein bhigoye methi dane ka paste ya methi ka powder mila ke bhune aur thanda karke baalo mein lagaye.
- Ande ka peela bhaag mein shahad aur nimbu ka ras mila ke ganjapan vale jagah par laga ke rakhe.
- Adrak ka paste le aur is mein nariyal tel milake ganje jagah par lagayel.
- Jis jagah par se baal jhad gaye hai vaha par nimbu ko kaat ke ghise taaki ras andar utre.
- Hare dhaniye ka ras nikal ke baalo mein lagaye, khaas kar ke khaali jagah par.
- Lehsun adhik maatra mein khaaye aur pees ke sarson tel mein mila ke sar par lagaye.
- Neem ka tel leke aerandi ke tel mein daale aur ganjepan ki jagah par lagaye.
- Nariyal tel mein namak, peesa hua kali mirch aur kalonji daal ke garam kare aur thanda hone par ganjapan jagah par ghise.
TAGS: #ganjapan ka medicine #baal ugane ka tarika in hindi #ganjapan ka ilaj in hindi #ganjapan door karne ke liye upay #ganjapan dur karne ka tarika #ganjapan khatam karna #ganjepan ka ilaj in hindi
गणेश दास, Jul 27, 2017
गंजेपन से बचने के लिए कुछ घरेलू उपाए बताएँ ताकि कोई भी आसानी से अपने गंजापन को दूर कर सके प्लीज़ शेयर इट