गले के प्रॉब्लम्स मे एंटीबायोटिक ले या ना ले

गले

Gale ki kharash ka ilaj in hindi : Gale me kharash ho, sardi khaansi ho aur bukhar ho to log turant doctor ke pas chale jaate hai aur doctor unhe antibiotics deta hai. Sach me jyaadatar aise samasya viral infections se hote hai jo hafte me mit jaate hai aur antibiotics ka un par koi asar nahin hota hai. To fir antibiotics kab le gale ke problems ke liye?

  • Agar doctors antibiotics dete hai to us ka kaaran hai. Gale me bacterial infection bhi hota hai jis ke liye streptococcus pyogenes aur diptheria bacteria jimmedar hote hai.
  • Pharyngitis me gale me kharash hotee hai.
  • Bachcho me whooping cough bacterial infection se hota hai. Gale me bacterial infection ke chinha hai kharaash, khujli, dard aur swallow karne me dikkat. Yeh lakshan agar ek hafte se jyaada tak rahe to bacterial infection ho sakta hai.
  • Kai logo me GERD aur acidity ke karan gala kharab ho jaata hai. Cancer bhi ek kaaran hai gale me kharash hone ke liye. 

Blood test karne par yeh pata lagta hai ki viral infection hai ya bacterial. Agar bacterial infection hai to antibiotics lena uchit hai. Strep infection ke liye doctors penicillin ka upyog karte hai. Kai baar erythromycin ka upyog kiya jaata hai. Antibiotics se 2 din me fark dikhai dena chahiye magar doctor ne jo course bataya hai voh avashya complete kare varna aage complications jaise ki kidney ki bimari aur dil ki bimari ho sakti hai.....और जाने>>

TAGS:#gale me kharash home remedies #gharelu nuskhe for gale ki kharash#gale ki kharash ke liye #gale ki kharish ki medicine #gale ke rog hindi

Loading...

Leave a Comment

Your Name

Comment

3 Comments

Vinod Kumar Bhatia, Oct 06, 2017

Mere gle mai infection ho gya hai or jalan type ka lagta hai 6 din se Doctor se ilaj karane par doctor mujhe antibiotic ka injection jo 222 rupay ka Mai milta hai or 20 ml wale injection se subah sham lene ko bola hai or sath me tablet bhi hai Hum kya karen please bataiyega

Pradip , Sep 10, 2017

Mujhe gale mai kabhi kabhi dard hota hai mujhe kya karna chahie please share me

रघु यादव, Aug 18, 2017

अगर आपको बहुत जाएदा खाँसी है और आपकी खाँसी ठीक नहीं हो रही है तो आप अपने देसी घरेलू नुस्खे अपना सकते हैं जैसे की आप अदर्क को चील के उसे घिस लें फिर उसका रस निकाल लें फिर उसमे शहद मिला के दिन मे 3 से 4 बार चाटें तो आपकी खाँसी ठीक हो जाएगी मैने आपके देसी घरेलू नुस्खे पढ़े हैं आपके देसी घरेलू नुस्खे वाकये में ही बहुत कमाल के हैं|