गाय के दूध के फायदे - Benefits of Cow Milk in Hindi

गाय

Cow Milk Benefits in Hindi : Gaay maata samaan hai aur us ka doodh amrut hai. Ayurved me gaay ke doodh ko avval darja diya gaya hai aur us ke fayde anek hai. Jaaniye gaay ke doodh ke fayde in Hindi. 

  • Ayurved mein gaay ka doodh ko madhur, sheetal, komal, snigdh maana gaya hai. 
  • Gaay ka doodh peene se sharir me ojas ki vruddhi hoti hai aur immunity badhta hai. 
  • Gaay ka doodh dhaatu vardhak hai aur rasayan ka kaam kar ke umar badhati hai.
  • Gaay ke doodh peene se buddhi badhti hai, shakti badhti hai aur thakaan aur bhookh kam ho jaate hai. 
  • Yeh doodh pachne me halka hai aur madhur ras utpanna karke aant ke liye gunkari saabit hota hai.
  • Poshan poora milta hai kyonki is mein Vitamin D, calcium aur proteins bharpoor hai. 
  • Mootra sambandhit taklif, durbalta, bleeding jaise taklifo me gaay ka doodh labhkari hai. Yeh benefits of drinking cow milk mein sabse uper ata hai.
  • Breastfeeding mothers ka doodh badhane ke liye gaay ka doodh upyogi hai aur navjat shishu ko mata ka doodh kam padta ho to gaay ka doodh diya jaa sakta hai. 
  • Cow milk benefits for adults mein ap janege ki shram ke kaaran thakaan, bhram, nashe me ho tab, swas sambandhi taklif mein, bukhar me, pyaas me, aur bhook me gaay ka doodh ka sevan hitavah hai. 
  • Gaay ka doodh pitta aur vaat ka shaman karta hai magar kaf badhata hai. 
  • Bavasir me doodh me kaali mirch daal ke ubale aur ise chaan ke piye. Is me isabgol milaye to aur fayda hoga kabz me aur bavasir me. 
  • Chehre par keel aur anya vyaadhi jaise ki jhurri, jhai aur dhabbe hatane ke liye upyog kare gaay ka doodh. 
  • Migraine me gaay ka doodh aur badam ka istemal kare. 
  • Aankho me dard, jalan ke liye gaay ke doodh me rui bhigo ke aankho par rakh le. 
  • Bachcho ko dast ho jaaye to doodh aur dalchini powder pilaye.....और पढ़े>>

TAGS:# healthy milk to drink in hindi #best cow milk in hindi #best milk for you in hindi #best milk for adultsin hindi #best milk for humans in hindi

Loading...

Leave a Comment

Your Name

Comment

6 Comments

vishal kumar, Sep 23, 2018

thanks

सर्वेश कुमार , Aug 29, 2017

गाए के दूध के पीने से बुधि और शक्ति बढ़ती है गाए का दूध हल्का होने वजह से आँतों के लिए गुणकारी होता है आयुर्वेद में गाए के दूध क्को माधहुर शीतल तथा कोमल माना गया है गाए के दूध पीने से शरीर में ओजस की विर्धी होती है जिससे की हमारी इम्यूनिटी भी बबढ़ती है गाए का दूध प्रोटीन और विटामिंज से भरपूर होने से पोषण पूरा मिलता है मोटापा दुर्बलता ब्लिडिंग जैसी समसाएँ से मुक्ति मिलती है गाए के दूध पीने से चेहरे पर कील मुहाँसे झाइयाँ और झुरियाँ तक नहीं आती गाए के दूध पीने वालों का चेहरा हमेशा खिला खिला रहता है\

सोनिया गुप्ता , Aug 23, 2017

आपने जो गाए के दूध के फ़ाएदे बताए हैं वो बहुत अच्छे हैं लेकिन मैं ये जानना चाहती हूँ कि सारे दूध में यही फ़ाएदे हैं या सिर्फ़ गाए के दूध के फ़ायदे हैं

पलवी दुआ, Aug 09, 2017

आपने जो बताया है की गाए के दूध के फ़ाएदे और्र नुस्खे वो बहुत अच्छे हैं मगर ये बवासीर में कैसे हेल्प करते हैं क्या आप थोड़ा इसके बारे में बता सकते हैं और मुझे इसको पीने का तरीका भी बताएँ

jasmeet, Jun 21, 2017

yeh toh shi hai k cow milk ka bhaut se faide hota hai yeh bachon k laya bhaut acha hota hai aur din mai 2- 3 baar toh zaroor peena chahiya yeh sirf shareer se hi nhi balki dimaag se bhi hme healthy bnata hai

naina, Jun 21, 2017

mana suna hai k doodh mai cheeni dalne se uska andar ki calsium kam ho jati hai !!! kya yeh sach hai????