Infertility In Women In Hindi : Kai baar aisa hota hai ki shaadi shuda yugal koshish karne par bhi mahila garbhvati nahin ho paati hai aur doctori janch se pata lagta hai ki use female infertility hai. Female infertility yaane banjhpan temporary ho sakta hai aur kai baar yeh aisi halat hai ki is ka ilaj nahin hai. Banjhpan ke peeche kai kaaran hai aur us ke kai lakshan bhi hote hai. Temporary hai ya permanent, is par se treatment tay kiya jaa sakta hai poore chikitsa ke baad. Janiye female infertility ke baare me. Shayad yeh aap ko kaam me aaye.
इंफर्टिलिटी की चपेट में आने के कारण
Reason For Infertility In Females in hindi: Mahilao me banjhpan ka kaaran yaane ki reason for infertility in female kai hai. Voh neeche bataye gaye karano me se koi bhi ho sakte hai.
महिला का ओव्युलेट नहीं कर पाना
Ek reason for infertility in female hai ovulation. Yaa to mahila ovulate nahin kar paati hai yaa to fir yeh aniyamit hota hai. Is ke peeche ho sakta hai ayogya posha, adhik tanaav aur bimari. Hormones ke asuntalan se bhi agar ovaries me ande paida ho to yeh mature yane paripakva nahin hote hai. Hypothalmus aur pituitary glands sahi tarah se kaam na kare to bhi ye samasya khadi hoti hai female infertility ki. Ek aur kaaran hai ki ovaries follicle ko nirman to karte hai magar ande ko bahar nikalne me taklif hoti hai.
फेलोपियन ट्यूब्स का सही तरह से काम ना करना
What causes female infertility ka javab aur bhi hai jaise ki fallopian tubes ka sahi tarah se kaam na karna, sankuchit ho jaana aur sankraman hona fallopian tubes me ya to pet me.
माहावारी का ज़्यादा समय तक होना
Infertility in women ke peeche endometriosis bhi ek karan hai jis ka diagnosis laparascopy dwara kiya jaata hai. Endometriosis me mahavri jyaada samay tak hota hai aur kashtdayi bhi.
गर्भाशय मे इन्फेक्षन हो
Uterus yaane garbhashay me infection ho jis ke kaaran fibroid aur polyps ho to yeh rukavat paida kar sakti hai.
गर्भाशय मे म्यूकस का चिकनाहट सही ना होना
Yoni aur garbhashay me mucus ka chiknahat sahi hona chahiye. Aisa nahi hai to garbh dharan mushkil hota hai.
महिला का ज़्यादा काम करना
Temporary infertility ke peeche kaaran hai ki mahila jyada kaam me lagi rehti hai, sharirik thakaan hai, mansik tanaav hai aur poshan aur vyayaam theek se nahin milta hai. Nashili cheezo ka sevan bhi rukavat paida karti hai.
पर्यावरण की ज़हरीली चीज़े शरीर के अंदर जाना
Paryavaran me zehreele cheeze sharir ke andar jaaye to bhi infertility ka karan ban jaate hai.
Causes of female infertility to aap ne jaan liye. Ab jaaniye ki infertility ke chinha kyaa hai.
इंफर्टिलिटी के लक्षण
Ab janie signs of female infertility in hindi:
Yeh hai kai female infertility symptoms. Ab infertility treatment for female shuru kare us ke pehle female infertility tests kiya jaata hai.
Female Infertility Tests
Yeh female infertility test ke baad doctor prescribe karega treatments for female infertility.
Treatments For Female Infertility
Allopathy medicine mein alag treatments for female infertility nischit kiye jaate parikshan ke aadhar par.
बाँझपन का असरदार घरेलूइलाज
Gharelu infertility treatment for female: Aaj ke bhag daud bhare zindagi mein bilkul swasth mahila bhi temporary banjhpan ka shikar ban jaati hai. Is ke peeche adhik shram aur tanaav aur aniyamit khurak hai. Aise me infertility treatment for female aap ghar par hee kar sakte hai. Manushya (aur pashu) me ek khaas rachna hai ki agar tanaav ho, shram adhik ho ya aise bahari haalaat ho to automatic sharir ke andar temporary infertility aa jaata hai jise gharelu nuskhe se infertility nikala jaa sakta hai.
Infertility ke baare me aap ne jaan liya. Agla kadam uthane se pehle doctori jaanch karva le to tay ho jaay ki medical karan se infertility hai, physical kaaran ya sanjog aur aise aage aap kadam uthaye.
TAGS:#women infertility treatment #infertile women #infertility treatment for women #treatment for infertility in women #what is infertility in women #infertility in women treatment #infertility for women #infertility treatment in women #infertility of women #women and infertility #infertility drugs for women
Pratima , Jan 05, 2018
My age is 41 and endometris leval is very low previous 10 days I am allready two times ivf but two times my misscarge month is two i am allready kàafi treatment and amt. is 0.67 k main gàrbdharna ke liye pryaas kàr satki hun
मनिंदर कौर, Aug 14, 2017
क्या बांझपन का कोई पक्का घरेलू इलाज़ नहीं है क्या कोई उपाए है जिससे मेरा बांझपन दूर हो जाए और मैं माँ बन पाउन कियुंकी मैं इसकी वजह से बहुत ज़िल्लत झेल रही हूँ प्लीज़ मेरी मदद क्ररें
मीनाक्षि , Aug 05, 2017
हेलो मैं 30 साल की हूँ मेरी शादी को 5 साल हो गये हैं मैं शुरू से ही बहुत पतली हूँ मैने इसलिए मैने अभी तक गर्भधारण नहीं किया जब भी मैं डॉक्टर के पास जाती थी तो कहते है की मैं बहुत कमजोर हूँ क्या मैं गर्भधारण नहीं कर सकती प्लीज़ हेल्प मी
Mrs . Zarmina Lal, Apr 11, 2018
Me pregnant to hoti hun but miscarriage ho jaata hai aisa 4 baar ho chuka hai Kiya karun. Please help