Gharelu nuskhe for dark circles in hindi : Aankho se pratit hota hai vyaktitva aur khoobsoorti. Is mein agar aankho ke neeche kaale dhabbe ho to yeh adchan roop hai. Dark circle under eyes ke kai kaaran hai aur is ke mutabik is ke liye desi nuskhe bhi hai jo aap aajmaa sakte hai. Modern treatment mein injection dete hai aur pulsed light therapy aur skin ka plastic surgery ho sakta hai. Magar dadi maa ke gharelu nuskhe for dark circles under eyes bilkul saste aur asarkarak hai to pehle ise aajmaaye.
डार्क सर्कल्स अंडर आइज़ के कारण
Dark circle under eye ke peeche kai kaaran ho sakte hai:
Modern surgery mein dark circles under eyes ke liye kai treatment hai. Yeh kaafi expensive hai. Pehle aap aajmaaye dark circle ke gharelu upay. Kaafi farak dikhai dega.
आँखो के नीचे कालापन गायब करने के घरेलुनुस्खे
Laparvahi se aankho ke neeche dark circles ho jaate hai aur ek din aap aayne me dekhte hai aur ek alag insaan ko dekhte hai. Fikr nakare. Yeh gharelu nuskhe for dark circles in Hindi aap hee ke liye hai.
Dark circle pe dadi ke nuskhe mein pudina, neem ke patte ka paste aur tulsi ke patte ka paste bana ke haldi ke saath mishran kar ke lagaye.
डार्कसर्कल दूर करने के लिए और क्या करें
Dark circle gharelu nuskhe in Hindi aap ko bataye magar sirf bahar ke ilaj se problem solve nahin hota hai. Dark circle kaise dur kare us ke liye aur bhi karna hoga:
Dark circle ka ilaj in hindi aap ne jaan liya aur ab in ka prayog karna hai niyamit roop se. Dekhiye kitna nikhar jaata hai aap ka chehra.
TAGS:#how to remove dark circles permanently #dark circles under eyes #bags under eyes #dark eye circles #dark circles treatment #dark circles under eyes #puffy eyes #how to get rid of dark circles/bags under eyes #under eye bags #best eye cream for dark circles #dark circles under eyes #bags under my eyes
kusum dwivedi, Apr 22, 2017
Ye SB krne se kya such me dark serkel theek ho jayenge
Lachan, Mar 15, 2017
dark circle hatane ke upay in hindi mein bahut achche batae gae hai shukriya
mohini , Jul 20, 2017
mere aankho ke neechey bahut hi jayda dark circle hai aur kye saal ho gye hai hatte hi nhi hai kya aap koi permanent ilaz bta sakte hai jisse ki ye hat jaaye