झुर्रियां दूर करने के उपाय (chehre ki jhuriyan ka ilaj in hindi): बढ़ती उमर के कारण हॉर्मोन्स मे बदलाव आता है और शरीर मे कोलेजन का उत्पादन कम हो जाता है| त्वचा के नीचे के भाग मे कोलेजन होता है जिस से त्वचा हरी भरी लगती है| अगर यह कोलेजन सिकुन्डने होने लगे और एक दूसरे से जुड़ जाए तो बाहर की त्वचा मे सिलवटे पड़ जाती है क्योंकि इलास्टिसिटी और लचीलापन कम हो जाता है और बाहरी स्किन को कोलेजन सप्पोर्ट कम हो जाता है| बुढ़ापे मे शरीर मे ब्रेकडाउन ज़्यादा होता है और सेल प्रोडक्शन कम हो जाता है| जिस से त्वचा पर झुर्रियों होना साधारण बात है| मगर आहार और अन्य कारणों से भी अकाल झुर्रियां पड़ सकती है| क्या करे तो झुर्रियों से निजात पाए?
1. चेहरे की झुर्रियों का इलाज - How to Get Rid of Wrinkles Fast in Hindi
2. झुर्रियों से बचने के घरेलु उपाय - Quick Tips to Get Rid of Wrinkles in Hindi
चेहरे की झुर्रियों का इलाज – How to get rid of wrinkles fast in hindi
ऐसे कई घरेलू नुस्खे है झुर्रियों को निकालने के लिए| बेहतर है की पहले से सजग हो जाए और ऐसे देखभाल करे की झुर्रियां ही ना हो|
झुर्रियों से बचने के घरेलु उपाय – Quick Tips to get rid of Wrinkles in hindi
थोड़ा समय निकाले और चेहरे की त्वचा की देखभाल करे| झुर्रियों से छुटकारा मिलेगा अगर झुर्रियां होने लगी है| झुर्रियां नहीं है और भविष्य मे चेहरे स्मूद रखना है तो उपर बताए झुर्रियों से बचने के टिप्स आज़माए|
Minakshi Sud, Jan 09, 2018
Aapke points mai se sabse achcha point yeh hai ki agar hum nariyal ke tel ya jaitun ka tel hamesha istemaal karen to hum apne chehare ki jhuriyan se chutkara pa sakte hain.
Anmol, Jan 05, 2018
Very nice tips
Shalini Mathur , Jan 04, 2018
Main apne chehare ke daag se bahut pareshaan hun kiya aap mujhe inko dur karne ka tarika bata sakte hain kiyunki yeh dikhne mai bahut bura lagta hai kiyunki mere next month college mai farewell hai.
Madhmita Agarwal , Dec 30, 2017
Meri agle mahine shaadi hai aur mere chehare par bahut hi jaayeda daag dhabe aur jhaiyan hain please aap koi tarika bata den jisse main inse chutkara pa skun please help me
Manohar Pandey , Nov 04, 2017
Aapne jo tips bataye hain ki chehare ki jhuriyon se kaise chutkara paa sakte hai that was awesome and well written.
Jyotsana Seth, Nov 02, 2017
Aapne jo bhi tips bataye hain bahut hi kamal ke hain aur saath hi easy to apply bhi hain lekin kiya main nariyal tel ka istemaal apne face par kar sakti hun.
Mamta Chadha , Oct 28, 2017
Jaisa ki aapne is article mai kaha hai ki raat mai sone se pehle apne chehare ko saaf karen fir moisturizer lagayen lekin kiya aap mujhe bata sakte hain kaun sa cream best hai please help me main thand mein boroline lagati hun.
गणेश दास, May 04, 2018
चेहरे की झुरीओं को ख़त्म करने के लिए किया कर सकते हैं मुझे इसके कोई देसी उपाय बताइए?
Diksha Sharma , Oct 26, 2017
Mere chehare par kai saari jhuriya hain jiske wajah se mera face bahut hi jayeda bura lagta hai maine raat ko nariyal tel laga ke malish bhi karna start kar diya hai lekin main yeh jaanna chahti hun ki mosturizer cream mai main Boroline ka istemaal kar sakti hun?
Nishi Jaina , Oct 23, 2017
Mujhe meri friend ne bataya hai ki shehad aur nimbu ka paste bana kar apne chehre par scrub karne se face ki jhuriya kam ho jaati hain kiya aisa sahi mai hota hai?
Ritu Kaul, Oct 18, 2017
Aapke dawara diya hua article maine padha aapne bahut hi kamal ka likha hai lekin main yeh janna chahti hun ki chehre ko mosturize karne ke liye kiya lagana chahiye?
Trishna Sen , Jan 19, 2018
Mere chehre par jhuriyan hain ya nahin iske baare mai to mujhe nahin pata par mere aankhon ke neechey bahut hi jaayeda dark circle hain aur daag bhi hain isko dur karne ka koi upay batayen kiya isko hum nariyal tel ke istemaal se koi faayeda bhi le sakte iski jaankaari chahiye