स्‍वाद के साथ सेहत को भी बढ़ता है अमचूर - Health Benefits of Amchur Mango Powder in Hindi

स्‍वाद

Health Benefits of Amchur Mango Powder in Hindi : Aam garmiyo ka fal hai aur yeh pakka ho tab jitna majha aata hai itna hee kachche aam mein bhi fayda hai jaise ki kachche aam ko ubal ke chini aur saunf ke saath banaya sharbat piye to loo nahin lagta hai. Aam ke fayde kai hai aur yeh poshak tatvo ka khajana hai. Saal bhar aam to nahin milta hai aur fir bhi aam ka lutf uthana hai to sooke kachche aam mein se bane amchur ka upyog to jaroor kar sakte hai. Ghar par bhi amchur banana ho to kachche aam ko cheel ke patle slice kaat ke sukha de aur fir is ka powder bana le. Ise sabji mein daala jaa sakta hai, chatney banayi jaa sakthi hai aur faanki bana ke khaa sakte hai ya to goli bana ke anar, imli vagairah tatva mila ke. Jaaniye mango powder benefits or amchoor powder benefits aur amchur ke upyog swasthya ke liye kare.

अमचूर के फायदे - Amchoor ke Fayde

  • Amchoor powder acidity ko kam kare aur digestion ko theek kare.
  • Amchoor powder vajan ghatane ke lie bahut achcha hai.
  • Amchoor powder ankhon ki roshni ko sudhare.
  • Amchoor powder cancer ko roke.
  • Amchur powder twacha ko swasthya rakhta hai.
  • Amchur powder apke dil ka bhi khyaal rakhta hai.

मैंगो के पोशक तत्व - Mango ke poshak tatva

Aam mein calories bilkul kam hai magar poshak tatva unique hai. Is mein se aap ko milega protein, fiber, folates, niacin, pantothenic acid, pyridoxine, riboflavin,thiamin jo B group vitamins hai, vitamin C, vitamin A, vitamin E, Vitamin K, sodium, potassium, calcium, copper, iron, magnesium, manganese aur zinc. Is ke khas gun chipe hai is me rahe phyto nutrients mein jo hai carotene B, carotene A, cryptoxanthin aur lutein zeaxanthin. Yeh poshak tatvo ko gruhini jyaada dhyan mein nahin leti hai aur unka mukhya lakshya hai ki khattapan paye taste mein. Amchur ke fayde aur upyog bhi dekhiye.

अमचूर का उपयोग - Aamchur ke Fayde aur Labh 

Mango Powder/Amchoor powder  Benefits in Hindi : Amchoor ke poshek tatve ke bare mein janne ke baad aaiye ab jane amchur ke fayde aur amchoor ke upyog Hindi me

  • Sabji aur daal mein aap amchur ka upyog kare. Amchur ka fayda yeh hai ki yeh pachan kriya tej kar deta hai. 
  • Amchur ke fayde hindi me kahe to yeh gas ko kam karta hai aur kabz ki shikayat nahin rehti hai. Bas thodasa amchur ka chutney bhojan mein shamil kare. 
  • Amchur me rahe carotene aur zeaxanthins shresht antioxidants hai aur aap ko cancer se surakshit rakhenge. 
  • Yehi antioxidants ke kaaran aap ka vajan niyantran me rahega. Amchur vajan kam karne mein sahayak hai. 
  • Amchur aankho ko bhi fayda deta hai kyonki is me hai alpha aur beta carotene jo drishti ko tej banaye rakhta hai. 
  • Benefit of amchur aap ke dil ke liye bhi hai. Amchur me vishesh matra mein potassium hai jo dil aur blood circulation ke liye mahatvapurna hai. Heart failure se aap bache rahenge. 
  • Amchur khane ke fayde yeh hai ki rakt saaf hota hai aur tvacha ka nikhar badhta hai. Amchur,haldi aur dahi ka paste lagaye to tvacha ke pores fine ho jaate hai, jhurriya mit jaati hai aur aap hamesha javan dikhenge. Yeh hai amchur ke fayde tvacha ke liye.
  • Bachcho ko sweet aur sour sauce pasand hai. Bazaar me milte bottled ketchup mein hanikarak chemicals aur sugar hote hai jo nuksan karte hai. Amchur, gud aur adrak ke ras ka chutney banaye to yeh poshan, fayda aur swasth wardhak gun wala hai aur nuksan nahin karta hai yeh khatta meetha chutney. 
  • Yeh amchur chutney aur sabji mein bhi amchur upyog kare to purusho ka virya badhta hai. Khoon bhi saf hota hai aur shighrapatan se chutkara ke saath kam ka takat badha deta hai. Amchur, adrak, laung, dalchini aur shahad ka mishran purusho ke liye uttam hai. Is ke sevan se duble patle ka sharir bhi badhne lagta hai.
  • Amchur powder uses acidity ko kam karne mein sahayak hai. Savere uth ke gun gune paani mein ek chamach amchur powder mila ke pee le. 
  • Dry mango powder dimagiya takat badha deta hai. Amchur me rahe vitamins aur antioxidants brain tonic ka kaam karti hai aur smaranshakti badh jaata hai. Saath me sir mein dard ho to yeh bhi theek ho jaata hai. 
  • Amchur ke benefits Hindi mein aur bhi hai. Loo lag jaye aur kache aam na ho to thande paani mein saunf ka powder, jeera powder, gud, amchur powder mila ke pee jaaye to loo ka asar kam ho jaata hai. Bahar jane ke pehle amchur sharbat peene se loo nahin lagega. 
  • Amchur ke fayde danto ko bhi hai. Amchur aur harde powder se dant ghise to saf bhi honge aur masudhe majboot bhi banenge.

Ab apne amchur powder benefits in hindi mein per lie hai Jab aam ka season na ho to amchur ka bharpur upyog kare. Sabji mein daale, daal mein daale, pulao mein milaye aur khaaye to amchur ke benefits jaroor milenge. Amchur ka teekha-khatta aur khatta meetha chatney vyanjano ke sath sevan karte rahe aur rahe swasth hamesha.

TAGS:#amchur powder/amchoor in english #amchur powder benefits in hindi #amchoor powder health benefits in hindi #amchoor ke gharelu upay in hindi #green/raw/indian mango powder #powdered mango #what is amchur powder #mango powder in hindi

Loading...

Leave a Comment

Your Name

Comment

0 Comments