Linseed Benefits In Hindi, Flax seeds benefits and side effects in hindi, Alsi ke fayde aur nuksaan in hindi (अलसी के फायदे और नुकसान) : Flax seeds in hindi name yaane ki alsi sehat ke liye ek khajana hai. What is flax seeds called in hindi? flax seeds mein hai Omega-3, soluble fiber, protein, vitamin B1, manganese, magnesium, phosphorus aur selenium. Saath mein iron, potassium, copper, zinc aur vitamin B6 bhi ansh maatra mein hai. Sabhi mil ke aap ka sehat sudhar ne ke saath saath bimariyo se bhi bacha ke rakhte hai. Ek chamach har din aap ke sehat ke liye til ya aur koi cheez se bhi jyaada fayda dega. Aaiye jaaniye alsi seeds or flax seeds benefits in hindi aur uthaye alsi seeds ke fayde.
Ek baat hai. Kachcha alsi ka beej kabhi nahin khaana chahiye kyonki is mein vishiya padarth hota hai jo sekne se naash ho jaata hai. Isiliye alsi ke beej hamesha seke hue hi khaaye jaate hai. Jab chabaye to aise chabaye ki dana dana ghul jaaye. Agar aap ko jaise taise chabane ki aadat hai to phir alsi ko bhun kar powder kar ke sevan kare. Alsi ke fayde hindi me kahe to itne saare hai ki is ko nazarandaaz hi nahi kar sakte hai. Khaane ke pehle khaaye to alsi seeds weight loss benefits milenge kyonki aap khaana kam khaayenge aur bhook jaldi se nahin lagega. Sabji mein aur salad mein alsi ka powder milaya jaa sakta hai. Raat ko khaaye to pachan theek hoga aur kabz ki shikayat nahin rahegi. How to use alsi for weight loss saval ka jawab bhi aap ko mil gaya. Khane ke pehle ya khaane mein hi alsi ke been ka powder milaye to weight loss mein fayda dega alsi.
Alasi seed k fayade mein ek aur baat hai ki vegetarians ko jo omega 3 chahiye voh akhrot aur alsi seeds mein hi paaye jaate hai isiliye yeh ek aur kaaran hai ise har roj khaane ke liye. Omega 3 ke kai fayde hai jaise ki dil ki bimari se bachana, anti-aging, nervous system ke liye aur pachan ke liye.
अलसी के बीज के फायदे - Benefits of Alsi Seeds in Hindi
Flax seeds ko hindi me alsi kehte hai aur ab aap jaane benefits of flax seeds or ground flaxseed in hindi. Yahan aap janege alsi khane se kya hota hai:
Alsi ke fayde kahe to Celiac disease se pidit vyakti ke liye uttam hai. Celiac disease mein gehu jaise anaj mein gluten se logo ko allergy ho jaati hai jab ki alsi khaane se es paristhiti mein raahat milti hai.
Gas pas ke gharelu tarike mein alsi ka churna ke saath ajwain ka churana aur hing milaye aur khaane ke baad ek chamach khaye.
Diabetes jinhe hai unhe bhi alsi ke benefit milte hai. Diabetics ke liye flax seed ke fayde in Hindi bataye to in mein rahit lignans, fiber aur omega-3 gajab ka kaam karti hai sugar ko control mein rakhne ke liye. Bas, savere ek chamach doodh mein daal ke piye.
Flax seeds ke fayde purusho ko khaas jaanna chahiye kyonki is ke niyamit sevan se shighrapatan, banjhpan, shithilta, napunskta aur mardana kamjori door hoke paurush badh jaarta hai.
Apke dimaag mein kabhi ata hoga what is the difference between linseed and flaxseed, linseed or flax seeds ek hi seed ka naam hai yeh seed flax plant se utpan hota hai.
Alsi ke Nuksan : अलसी के नुकसान
Agar alsi seeds ke benefits hai aur alsi ka tel faydakarak hai to alsi ke beej side effects bhi paida karte hai jo aap ko maalum hona chahiye. Yeh hai alsi seeds side effects:
Yeh hai alsi ke fayde in Hindi. Alsi or ground flax seeds ke side effects ko bhi dhyan mein rakh ke khaaye. Jyada nahin magar 10 gram bhi roj khaane se fayda hoga jab ki 50 gram jitna khaaye to allergic reaction ya aur koi taklif ho sakti hai.
TAGS : #linseed in hindi #अलसी खाने के फायदे #flax seeds meaning/benefits in hindi #about alsi benefits in hindi #Health benefits of flax seeds in hindi name#अलसी का सेवन कैसे करे #alsi seeds benefits weight loss in hindi #अलसी के नुकसान #alsi/alsee ke nuksan in hindi #how to use alsi for weight loss #अलसी के तेल का उपयोग #अलसी खाने का तरीका #alsi ke upyog/prayog #अलसी के बीज के फायदे #अलसी के औषधीय गुण #अलसी खाने के नुकसान #jawas seeds
वीना शर्मा, Mar 06, 2018
ये बीज कोलेस्टरॉल और सोडियम में कम होते हैं और यही कारण है की ये दिल की बीमारियो से आपको सुरक्षित रखते हैं इस में healthy fats ओमेगा-3-फॅटी एसिड्स परचूर मात्रा में होता है इसलिए अगर आप फिश आयल या मछली नही खाना चाहते तो आप इन्हे अपनी डाइट में शामिल कर सकते हैं|
भूमिका, Mar 01, 2018
कुछ लोगों का मानना है कि अलसी गर्म होती है इसलिए गर्मी के मौसम में इसका सेवन नहीं करना चाहिए लेकिन इस पर मतांतर है। कुछ लोगों का मानना है कि अलसी का सेवन किसी भी मौसम में किया जा सकता है जबकि कुछ ऐसा नहीं सोचते।
Suman Gupta , Feb 17, 2018
Agar aapka chehra dry hai ya jaayada rough hai to aap alsi ke tel ka istemaal kar sakte hain yeh aapke chehre ko mosturize karega aur yeh bahut soft bhi karega iske alawa lambe samay tak istemaal karne se aapke chehre ke daag dhabbe bhi dur ho jaayenge.
Suchitra Sinha , Feb 14, 2018
Kiya hum alsi ka istemaal hum apne chehre ke liye kar sakte hain kiya? kiyunki mere chehare par bahut hi jaaayeda daag hain kiya isko hum alsi ka istemaal karke chuta sakte hain please batao
Sarita Chodhary , Feb 13, 2018
Mere pet bahut hi jaayeda bahar nikal gaya hai maine isse related kai saari dawai khayi hain lekin abhi tak kuch faayeda nahin dikha hai kiya aap mujhe koi gharelu nuskha in hindi bata sakte hain.
Mohan Sethi, Feb 12, 2018
Aapne jo alsi ke faayede in hindi bataye hain wo bahut hi kamal ke hain aur kiya aap mujhe iska koi side effects in hindi bata sakte hain.
संगीता, Feb 11, 2018
अल्सि के सीड्स का हेल्थ के लिए कौन से फाएेदे हैं तथा इसके कौन से नुकसान हैं मुझे बताइए?
Shilpa Menon, Feb 08, 2018
Mere reedh ki haddi mai bahut dard hota hai kiya alsi ke seed ka istemaal se hum isko dur kar sakte hain kiyunki maine suna hai ki alsi ke seed se jodon ka dard thik ho jaata hai.
Harish. Dogra, Jan 18, 2018
Nice tips Thanks for sharing these.
रश्मि व्यास, Dec 23, 2017
अल्सी के बीज के किया फाएेदे हैं और साथ में मुझे बताएँ इसके नुकसान किया हैं इसके साथ मैं आपसे इसके प्रयोग के बारे में भि जानना चाहता हूँ जिन से कि मेरे को पता चल सके इसको कैसे यूज करना है|
चुनी लाल, Oct 08, 2017
अल्सि सीड्स के बेनिफिट्स और नुकसान क्या क्या हैं इसके बारे में मुझे जानकारी कि ज़रूरत है| प्लीज़ शेयर मी
दलीप सिंग , Aug 14, 2017
क्या अल्सि सीडस फेलेक्स्सीडस को भून कर मिक्सी में ग्राइंड कर के एक महीने तक खा सकते हैं इससे सिर्फ़ हेल्थ बेनिफिट्स हैं या कोई नुकसान भी हैं इसकी जानकारी की ज़रूरत है शेयर मी प्लीज़
roumi, Jul 15, 2017
mujhe aaj pta chla ki alsi khane se jodo ke dard se mukti paa sakte hai main jodo ke dard se bahut peedit hu Isliye aap bhi jaane alsi ke fayde ..
Reema Dev, May 13, 2017
thanks for sharing great hindi gharelu nuskhe - maza aagaya pad kar
Jyoti Pandey, May 13, 2017
फ्लॅक्स सीड्स हेल्प्स इन कंट्रोलिंग वेट लॉस. इट्स रियली आसम फुड फॉर हेअल्त
Dr. Bakshi, May 13, 2017
key benefits its High in AntiOxidants, good for Digestive Health, Gluten Free, helps in losing weight, good for weight loss and many benefits of healthy skin and hair
Govinda, May 13, 2017
its a high fibre super food and i use this for daily in breakfast and its very very healthy.
Sanjay Juneja, May 13, 2017
Flaxseeds are High in Antioxidants and great benefits if you add with cereals in the morning. best breaskfast in todays days and very cost effective too...
Rinku Nanda, May 13, 2017
alsi ko zaada khane se stomach upset ho jaata hain kyoki yeah bahut hi garam hain
Nisha Verma, May 13, 2017
best of the Flax seed benefits are for helpful in fighting breast, prostate, ovarian and colon cancer.
Gappu Rana, May 13, 2017
अगर आप क़ब्ज़ से परेशन हैं तो आलसी एक चमत्कारी फयडे से भरपूर हैं आलसी सीड्स वित अलॉट ऑफ वॉटर मेक्स कॉन्स्टिपेशन आस नाइटमेर.
Gunjan , May 13, 2017
Flaxseeds are Gluten-Free and its a superb grains. best of the dry food to have it regularly for many benefits
Reshu Grover, May 13, 2017
For health benefits, 1 spoon of flax seed oil on daily routine.
Dilip Tiwari, May 13, 2017
If you want to improve healthier skin, hair and nails then try flax seeds with smoothie... great source of food
Dr. Amit, May 13, 2017
one of great benefit of flax seed is its High in Fiber, but Low in Carbs... great stuff to eat
Anu Jain, May 13, 2017
The Benefits of Flaxseed are awesome and its actually a wonder food. few observations are it may help in heart disease and few of cancer.
Gita, May 13, 2017
I have tried these tips and very helpful
Hemant Kulkarni, May 13, 2017
bahut ache gharelu nuskhe hain. thanks for great information of Gharelu Ayurved
Rita, May 13, 2017
main bahut over weight hoon, kaunsa tip mere liye sahi hain
reena , May 13, 2017
mera blood group b native hai main over wait hu toh kya main le sakti hu alsi
Yogi raj, May 02, 2017
Me tau 3month se kha raha hu eske kahane ke tarike bataye
Girish Saxena, Apr 11, 2017
Flax seeds has alot of omega-3 benefits which is great for Brain
mithesh, Feb 20, 2017
Infertility me alsi kha sakte h?
mitish, Jan 12, 2017
alasi k fayade aur batae
Richa, Aug 15, 2016
महत्त्वपूर्ण जानकारी के लिये धन्यवाद
Ummed, Aug 14, 2016
अलसी खाने का तरीका बताए
Angad, Aug 14, 2016
सेक्स संबन्धी समस्याओं में सर्वश्रेष्ठ है अलसी
yogi, Aug 13, 2016
अलसी को कच्ची खाना लाभदायक है या गर्म कर सेक कर खाना लाभदायक है
Anshu , Aug 13, 2016
कया alsi थाइराइट मे भी फायदा करती हैै
Piyush Gupta, Aug 12, 2016
Bahut achche sabhi ko apnana chahiye
Mukta Sanap, Aug 09, 2016
अलसी का तेल कहाँ पर उपलब्ध हो सकता हे?
Saroj, Aug 07, 2016
बहुत खूब हमे इसका प्रयोग करना चाहिए इसका तेल कैसे खाया जा सकता है???
Dimple, Aug 05, 2016
यह लाभदायक जानकारी जन-जन तक पहुँचाने के लिये आपका बहुत बहुत धन्यवाद...
Lopa, Jul 27, 2016
Ladies ke liye alsi ke beej ke bhaut benefits hai yeh high levels of estrogen and balanced hormonal levels bhi deta hai
Rupika, Jul 24, 2016
Alsi bhukh ko dabata hai jo weight loss mei benefit deta hai
Taru, Jul 22, 2016
अलसी सेवन के दौरान खूब पानी पीना चाहिए। इसमें अधिक फाइबर होता है, जो खूब पानी माँगता है
Kalavati, Jul 20, 2016
alsi ke fayde hai cancer dur rakhne mei diabeties, constipation,weight loss, hot flashes theek karne mei aur nuksan ho sakte hai jaise nausea, loose motion, stomach pain
Diva, Jul 18, 2016
alsi ke beej ka upyog kaise kare
Sanchita, Jul 16, 2016
alsi ke fayde se aap aapna liver theek rakh sakte hai
Anisha, Jul 13, 2016
alsi ke kai gun hota hai par yeh thoda garam bhi hota hai liye bahut jayda na le
Rasika, Jul 10, 2016
alsi ke prayog aap khane mei daily kar sakte hai
Kumud, Jul 09, 2016
अलसी के बीज को रायता में(roast) किए हुए अलसी के बीज मिला लें
Neeraja, Jul 07, 2016
to take benefits of alsi ke beej aap use pees le sabut ka khaye
Manjari, Jul 05, 2016
alsi ke beej ke gun bahut hai isko aap dalia, curd, kheer, sabji aur aate mei pees kar ya sabut bhi mila sakte hai
Pakhi, Jul 02, 2016
alsi ka sevan kaise kare
Reuel, Jun 28, 2018
flaxseed wajan kam karne mein bahut sahayak hote hai mein her sabji mein thode flaxseeds zaroor daltee hoon