Yehi nahi ki aloe vera poshak tatvo ka khajana hai balki is ke niyamit sevan se pet ki sabhi bimariya door ho jaati hai aur voh kaise jaanne ke liye aage padhe.
Aloe vera poshak tatvo ka bhadnar hai. Is mein se milenge 7 jaroori amino acids aur 12 aur amino acids. Saath mein hai enzymes 8 alag prakar ke, 2 hormones auxin aur gibberellin, lignins, salicylic acid, saponin, sterols sitosterol, lupeol, campesterol aur cholesterol. Sath mein milenge vitamin A, B group, C aur E. Khanij padarth mein hai calcium, copper chromium, sodium, zinc, phosphorus, magnesium, iron, manganese aur potassium. Pet ki bimariyo aur pet aur aant ke swasth ke liye sterols, lignins, enzymes aur anthraquinones atyant gunkari hai.
Yeh sabhi fayde sirf ek cup aloe vera fresh juice mein hei. Ek cup piye, rahe swasth aur jaankari share kare.
TAGS:#aloe vera in hindi #aloe vera uses in hindi #aloe vera benefits in hindi #aloe vera ke fayde in hindi #aloe vera ke fayde hindi #aloe vera for face in hindi #uses of aloe vera in hindi #aloe vera hindi #benefits of aloe vera in hindi #aloe vera medicinal uses in hindi #aloe vera in hindi language
vikash, Apr 02, 2017
sir mugha typhoid hua tha 10/10/2016 me jo karib 2 mahina tak tha lakin uska bad mugha sir ka bharipan our pet bhi bhari rehata hai our gas hota hai jo pass nhi hota hai dakara jada aati hai pet fula sa lagata hai latrine saaf nhi hoti h our 2.3 dino sa patli mal hota hai sir koi upay btaye plz meri age 20 hai
kameshwar, Mar 25, 2017
Mere pet me hamesa thora thora dard rahta hai aur pet me jalan hota hai jisse man hamesa paresan rhta hun upchar batai
Nitya, Feb 04, 2017
Thanks for nice aloe vera tips for stomach problems
Sunil Rajput , Oct 27, 2017
Sir meri ankhon mai jalan hoti hai iska koi upay batayen please