कपूर के 7 कमाल के लाभ- Health Benefits of Camphor in Hindi

कपूर

कपूर के फायदे - Kapoor ke Fayde in Hindi

  • Twacha per hone wale pimples ya koi bhi anya twacha sambandhi samasya hone per jara sa kapoor nariyal tel mein mila ker chehre pe masache kerna aserdaar hai.
  • Shareer ke kisi bhi bhaag per hone walee khronch ya ghav per kapoor lagana jalan kam kerta hai.
  • Benefits of kapoor for hair bhi hai balo ke jhadne per kapoor ke tel ko nariyal tel mein mila ker lagane per balo ka dheere dheere jhadna kam ho jata hai.
  • Kapur ke fayde mein jodo ke dard ya shareerik samasya hone per kapoor ke tel ki malish se aram milta hai.
  • Maspeshiyon ke dard ko kapoor se door kiya ja sakta hai. Maspeshiyon mein dard hone per kapoor ke tel se malish kare aram milega.
  • Benefits of kapoor for skin mein Khujli hone per kapoor ka prayog kijiye. Khujli wali jagah per lagain khujli door ho jaegee.
  • Jalne per kapoor ya kapoor ka tel lagaye. jale per kapoor lagane se jalan kam hotee hai aur rahat miltee hai.

TAGS: #नारियल तेल और कपूर के फायदे #कपूर के उपाय #camphor benefits in hindi #camphor uses in hindi #camphor oil in hindi #what is camphor in hindi #kapoor benefits for hair #health and beauty Benefits of camphor in hindi 

Loading...

Leave a Comment

Your Name

Comment

0 Comments